Jai Hanuman by Kailash Kher, Shankar Mahadevan song Lyrics and video

Artist:Kailash Kher, Shankar Mahadevan
Album: Single
Music:Tapas Relia
Lyricist:Satish Mutatkar
Label:Times
Genre:Devotional
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Jai Hanuman lyrics, the song is sung by Kailash Kher, Shankar Mahadevan from Hanuman (2005). Jai Hanuman Devotion soundtrack was composed by Tapas Relia with lyrics written by Satish Mutatkar.
Jai hanuman, jai hanuman,
Jai hanuman, jai hanuman
Dariya mein deep stambh tum
Andhkar mein jyoti tum
Dariya mein deep stambh tum
Andhkar mein jyoti tum
Nirash mann kee asha tum
Nirash mann kee asha tum
Bhatke ko rah dikhao tum
Dhoop mein saans ki aas tum
Gyan kee bhujao pyas tum
Jai hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujjagar
Jai hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujjagar
atozlyric.com
Nadiya jaisi chanchlata
Gagan ke jaisi akhandata
Chandra prakash ki sheetalta
Nadiya jaisi chanchlata
Gagan ke jaisi akhandata
Chandra prakash ki sheetalta
Parvat jaisi nischalta
Narm dhup si komalta
Tere guno ki kaisi maaya
Jai hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujjagar
Jai hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujjagar
Ghor andhera door savera
Kal chakra kaa kaisa phera
Kal chakra kaa kaisa phera
Ghor andhera door savera
Kal chakra kaa kaisa phera
Din hin ko aasra teraa,
Din hin ko aasra teraa
Sath mujhe hai bas tera
Sankatmochan tu meraa
Moksha marg tu hee meraa
Jai hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujjagar
Jai hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujjagar
Dariya mein deep stambh tum
Andhkar mein jyoti tum
Nirash mann kee asha tum,
Nirash mann kee asha tum
Bhatke ko rah dikhao tum
Dhoop mein saans ki aas tum
Gyan kee bhujao pyas tum
Jai hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujjagar
Jai hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujjagar
Jai hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujjagar
Jai hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujjagar.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Jai Hanuman lyrics in Hindi by Kailash Kher, Shankar Mahadevan, music by Tapas Relia. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.