Bahar Baras Raha Hai Pani by Alka Yagnik, Kumar Sanu song Lyrics and video

Artist:Alka Yagnik, Kumar Sanu
Album: Single
Music:Jatin Pandit
Lyricist:Lalit Pandit
Label:
Genre:Romantic
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Bahar Baras Raha Hai Pani lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu from Gundagardi (1997). Bahar Baras Raha Hai Pani Romantic soundtrack was composed by Jatin Pandit with lyrics written by Lalit Pandit.
Bahar baras raha hai pani
Bahar baras raha hai pani
Andar tu barsa ade mujh par
Apni garam jawani
Ke dil kare dhak dhak dhak
Ke dil kare dhak dhak dhak
Ke dil kare dhak dhak dhak
atozlyric.com
Ha bahar baras raha hai pani
Dar lagta hai hamse na
Ho jaye koi nadani
Ke dil kare dhak dhak dhak
Ke dil kare dhak dhak dhak
Ke dil kare dhak dhak dhak
Ha bahar baras raha hai pani
Mushkil se milta hai
Aisa pyara mausam
Aaj mila hai mauka
Nahi milega hardam
Itni hai tumko kyu
Bolo bekarari
Karne ko pyar abhi
Umar padi hai sari
Hath chudake is mausam mein
Hath chudake is mausam mein
Mat kar tu ye nadani
Ke dil kare dhak dhak dhak
Ke dil kare dhak dhak dhak
Ke dil kare dhak dhak dhak
Bahar baras raha hai pani
Andar tu barsa ade mujh par
Apni garam jawani
Ke dil kare dhak dhak dhak
Ke dil kare dhak dhak dhak
Ke dil kare dhak dhak dhak
Bahar baras raha hai pani
Roke se ruk na paye
Pagal dil deewana
Aaja tu baho mein
Chhod bhi de sarmana
Jayega jate jate
Mera ye sarmana
Meri in bato ko
Na samjho bahana
Pyar mein itni jaldi bazi
Pyar mein itni jaldi bazi
Achhi nahi hai dikhani
Ke dil kare dhak dhak dhak
Ke dil kare dhak dhak dhak
Ke dil kare dhak dhak dhak.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Bahar Baras Raha Hai Pani lyrics in Hindi by Alka Yagnik, Kumar Sanu, music by Jatin Pandit. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.