Aisa Kyon Hota Hai by Bhupinder Singh song Lyrics and video
Artist: | Bhupinder Singh |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah |
Lyricist: | Anjaan |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Aisa Kyon Hota Hai lyrics, the song is sung by Bhupinder Singh from Dharm Aur Qanoon (1984). The music of Aisa Kyon Hota Hai Sad track is composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah while the lyrics are penned by Anjaan. Vidhi ke vidhan se dharm bana Insaano ne kanoon racha Inke hote bhi dharti par Anyay se aankhir kaun bacha Yeh jeevan hai kurukshetra yaha Anyay yeh jab jab hota hai Tab dharm kahan kho jata hai Kanoon kahan tab sota hai atozlyric.com Aisa kyon hota hai aakhir Aisa kyon hota hai Yeh baat koi to batalaye Yeh raaz koi to samajhaye Aisa kyon hota hai aakhir Aisa kyon hota hai Aparadh yaha koi aur kare Kisi aur ke sar ilzaam lage Yeh aag lagaye aur koi Iss aag mein koi aur jale Sach ka na sabut mile koi Sach ka na sabut mile koi Insaaf pe koi bas na chale Bas na chale Aisa kyon hota hai aakhir Aisa kyon hota hai Sapno ka marmari taaj mahal Sapno ka marmari taaj mahal Ek thokar mein geer jata hai Do aankhon se aansu ban kar Jeevan ka pyar beh jata hai Kaise koi dil patthar ban kar Kaise koi dil patthar ban kar Yeh zulmo sitam seh jata hai Seh jata hai Aisa kyon hota hai aakhir Aisa kyon hota hai Do pyar bhari ruho mein kaun Nafarat ka zaher bhar jata hai Pal bhar na bichad ne walo ko Pal bhar mein juda kar jata hai Wo pyar kaha kho jata hai Wo pyar kaha kho jata hai Vishvash kaha mar jata hai Mar jata hai Aisa kyon hota hai aakhir Aisa kyon hota hai Yeh baat koi to batalaye Yeh raaz koi to samajhaye Aisa kyon hota hai aakhir Aisa kyon hota hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aisa Kyon Hota Hai lyrics in Hindi by Bhupinder Singh, music by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.