Aa Zara Mere Hum Nasheen by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anu Malik |
Lyricist: | Hasrat Jaipuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Aa Zara Mere Hum Nasheen lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Poonam (1981). The music of Aa Zara Mere Hum Nasheen Sad track is composed by Anu Malik while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri. Aa zara mere hum nasheen Tham le mujhe tham le Aa zara mere hum nasheen Tham le mujhe tham le Zindagi se bhag kar aaya hu mai Mujhe tham le Aa zara mere hum nasheen Tham le mujhe tham le aa zara Apni hasti se khud mai paresan hu Jiski manjil nahi aisa insan hu Apni hasti se khud mai paresan hu Jiski manjil nahi aisa insan hu Mai kaha tha kaha se kaha aa gaya Kya se kya ho gaya mai bhi hairan hu Aa zara mere hum nasheen Tham le mujhe tham le aa zara Bujh gaya bhi to kya apne dil ka diya Ab na royenge hum roshni ke liye Bujh gaya bhi to kya apne dil ka diya Ab na royenge hum roshni ke liye Dil ka shisha jo tuta to gham kyu kare Dard kafi hai bas zindagi ke liye Aa zara mere hum nasheen Tham le mujhe tham le aa zara atozlyric.com Rat aati rahi rat jati rahi Mere gham ka na lekin sawera hua Rat aati rahi rat jati rahi Mere gham ka na lekin sawera hua Apne apne nasibo ki bate hai ye Jo mila uska hamko bahut sukriya Aa zara mere hum nasheen Tham le mujhe tham le Zindagi se bhag kar aaya hu mai Mujhe tham le aa zara. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aa Zara Mere Hum Nasheen lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Anu Malik. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.