Balma Nadan by Lata Mangeshkar song Lyrics and video

Artist:Lata Mangeshkar
Album: Single
Music:Anil Krishna Biswas
Lyricist:Rajendra Krishan
Label:Saregama
Genre:Mujra
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Balma Nadan lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Aaram (1951). Balma Nadan Mujra soundtrack was composed by Anil Krishna Biswas with lyrics written by Rajendra Krishan.
Balmava nadan balmava nadan
Samajhaye na samjhe dil ki batiya
Balmava nadan balmava nadan
Ho nadan ho nadan balma ja ja ja
Balma ja ja ja
Abb koun tujhe samjhaye
Balma ja ja jabalma ja ja ja
Main chanda ki chandani hu
Main taro ki rani
Main chanda ki chandani hu
Main taro ki rani
Mere matwale naino se
Chhalke mast jawani
Mere matwale naino se
Chhalke mast jawani
In naino ki balma tu ne
Koyi kadar na jani
Balma ja ja ja balma ja ja ja
Abb koun tujhe samjhaye
Balma ja ja ja
atozlyric.com
Ek rat ki mehfil hai
Yeh jhum le o mastane
Ek rat ki mehfil hai
Yeh jhum le o mastane
Dekh shammapar aakar
Kaise marte hain parwane
Dekh shammapar aakar
Kaise marte hain parwane
Jike marna marke
Jina pagale tu kya jane
Balma ja ja ja balma ja ja ja
Abb koun tujhe samjhaye
Balma ja ja ja balma ja ja ja.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Balma Nadan lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Anil Krishna Biswas. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.