O Jaane Wale Chand by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder) |
Lyricist: | Qamar Jalalabadi |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
O Jaane Wale Chand lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Bazaar (1949). The music of O Jaane Wale Chand Playful track is composed by Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder) while the lyrics are penned by Qamar Jalalabadi. O jaane wale chand Zara muskura ke ja Zara muskura Zara muskura ke ja Zalim zara nazar se Nazar to milake ja O jaane wale chand Zara muskura ke ja atozlyric.com Aaya tha Aaya tha koi mast Jawani liye hue Aaya tha koi mast Jawani liye hue Raftar mein nadi ki Rawani liye hue Aankho mein saukhiyo Ki kahani liye hue Kehdo use ke ek jhalak To dikha ke ja O jaane wale chand Zara muskura ke ja Zara muskura Zara muskura ke ja Daulat hai jinke pas Wo kitne hai khusnasib Ham door door aapke Wo aapke kareeb Mana ke hum gareeb hai Dil to nahi gareeb Daulat to aazmayi hai Dil aazma ke ja O jaane wale chand Zara muskura ke ja Zara muskura Zara muskura ke ja Bhagwan kuch to Pyar sikhaye Meri tarah bhagwan Bhagwan tujhko Pyar sikhaye meri Dil mein tere bhi aag Lagaye meri tarah Raato ko tujhko neend na Aaye meri tarah Ya dard liye ja ya mera Gham mitake ja O jaane wale chand Zara muskura ke ja Zara muskura Zara muskura ke ja. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: O Jaane Wale Chand lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.