Tu Meri Laila by Kajal, Kumar Sanu, Sadhana Sargam song Lyrics and video
Artist: | Kajal, Kumar Sanu, Sadhana Sargam |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah |
Lyricist: | Anjaan |
Label: | Music Bank |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Tu Meri Laila lyrics, the song is sung by Kajal, Kumar Sanu, Sadhana Sargam from Kaun Kare Kurbanie (1991). Tu Meri Laila Romantic soundtrack was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah with lyrics written by Anjaan. Tu meri laila main ha Tu meri laila main tera chhaila Khul ke karo humse pyar Are khul ke karo humse pyar O gule guljar Public se nai ko daro Public se nai ko daro Wada tera pakka hain Pakam pakam pakka Pyar tera sachha hain Sacham sacham sachha Wada tera pakka hain Pyar tera sachha hain Khul ke karo kyu na pyar Khul ke karo kyu na pyar O mere dildar Public se kahe ko daru Ha public se kahe ko daru Shadi karu to karo Dulhan banu to bano Ha shadi karu to Dulhan banu to Badle mein mujhko kya dega Are bol badle mein Mujhko kya dega Are bangala badi ghoda gadi Bangala badi ghoda gadi Rang birangi nai saadi Pahna ke raani bana dega Tujhko pahna ke Rani bana dega Tera deewana Tera diwana bin tere jana Rah na sakega akela Are tu meri laila main ha Tu meri laila main tera chhaila Khul ke karo humse pyar Ha khul ke karo humse pyar O gule guljar Public se nai ko daro Public se nai ko daro Wada tera pakka hain Pakam pakam pakka Pyar tera sachha hain Sacham sacham sachha Wada tera pakka hain Pyar tera sacha hain Khul ke karo kyu na pyar Are khul ke karo kyu na pyar O mere dildar Public se kahe ko daru Ha public se kahe ko daru Mujhko ghumane kya Mauj manane achha Mujhko ghumane Mauj manane Kaha kaha le jayega bol Are kaha kaha le jayega bol Are bori bandar porbandar Bori bandar porbandar Taz ajanta sat samandar Banke tera mastkalandar Jo bhi hai duniya ke andar Tujhko sabhi kuch dikhayega Ha tujhko sabhi kuch dikhayega Tera deewana Tera deewana bin tere jana Rah na sakega akela Are tu meri laila main ha Tu meri laila main tera chhaila Khul ke karo humse pyar Ha khul ke karo humse pyar O gule guljar Public se nai ko daro Public se nai ko daro atozlyric.com Wada tera pakka hain Pakam pakam pakka Pyar tera sachha hain Sacham sacham sachha Wada tera pakka hain Pyar tera sachha hain Khul ke karo kyu na pyar Are khul ke karo kyu na pyar O mere dildar Public se kahe ko daru Ha public se kahe ko daru. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tu Meri Laila lyrics in Hindi by Kajal, Kumar Sanu, Sadhana Sargam, music by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.