Saare Gaon Se Doodh Manga Kar by Anuradha Paudwal song Lyrics and video

Artist:Anuradha Paudwal
Album: Single
Music:Arun Paudwal
Lyricist:J.K.Setpal
Label:T-Series
Genre:Festivals
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Saare Gaon Se Doodh Manga Kar lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal from Shiv Mahima (1992). Saare Gaon Se Doodh Manga Kar Festivals soundtrack was composed by Arun Paudwal with lyrics written by J.K.Setpal.
Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nehla do
Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nehla do
atozlyric.com
Bhole ko nahla do
Mere shankar ko nahla do
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nahla do
Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nahla do
Bhole ko nahla do
Mere shankar ko nahla do
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Maha raatri shiv ratri ki mahima
Jo nar nari gaave
Maha raatri shiv ratri ki mahima
Jo nar nari gaave
Varat puja parivar sahit kar
Sakhal pararath paave
Dhup deep bela patra se
Baba ko sanwaro
Shankar jata jut gangadhar
Hey gaurish pukaro
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Bhole daya ke sagar apni
Pure kar de sapane
Bhole daya ke sagar apni
Pure kar de sapane
Tan man sab arpit tum kar do
Praan diye hai usne
Subah sham baba dar aakar
Man mandir sanwaro
Shradha purwak bhakti bhaanv se
Shankar ko pukaaro
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nehla do
Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nehla do
Bhole ko nahla do
Mere shankar ko nahla do
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Saare Gaon Se Doodh Manga Kar lyrics in Hindi by Anuradha Paudwal, music by Arun Paudwal. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.