Ek Do Teen Aare Aare Aare by Amit Kumar, Manhar Udhas song Lyrics and video
Artist: | Amit Kumar, Manhar Udhas |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Bappi Lahiri |
Lyricist: | Farooq Qaiser |
Label: | T-Series |
Genre: | Dance, Masti |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Ek Do Teen Aare Aare Aare lyrics, the song is sung by Amit Kumar, Manhar Udhas from Maa Kasam (1985). Ek Do Teen Aare Aare Aare Dance, Masti soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Farooq Qaiser. Ek do teen aare aare aare Duniya hasin aare aare aare Badi rangin ye zindagi hain char din Jeena hain to aaja pyare Sun le mere kabhi kabhi Yaha vaha jaha kaha Jeene ka bhi lele maja Bolo bolo bolo Ek do teen aare aare aare Duniya hasin aare aare aare Badi rangin ye zindagi hain char din Jeena hain to aaja pyare Sun le mere kabhi kabhi Yaha vaha jaha kaha Jeene ka bhi lele maja Ek do teen aare aare aare Duniya hasin aare aare aare Badi rangin Sarabi jo hota main sang tumhare Main khan jata to kitna maja aata Arey takra ke jam phir aise jhalkate to Yaaro ke sang pee ke aur nasha chhata atozlyric.com Sarabi jo hota mai sang tumhare Mai khan aake to botal pe botal chhadata Chhadata nasha to na kuch yaad rahta To duniya ke gham bhul jata Arey julafo ke saye mein Baho ke ghere mein Pee ke kahi dagmagata Mahake nazaro rangi nazaro sitaro ke Rangin sapne sajata Arey ye zindagi to hain nasha Yaar mere hath badha hath badha Jam utha jam utha pile jara Chhaye nasha Ek do teen aare aare aare Duniya hasin aare aare aare Badi rangin Jeena hai to aaja pyare Sun le mere kabhi kabhi Yaha vaha jaha kaha Jeene ka bhi lele maja Ek do teen aare aare aare Duniya hasin aare aare aare Badi rangin Jeena hai to aaja pyare Sun le mere kabhi kabhi Yaha vaha jahan kaha Jeene ka bhi lele maja Jo dil fek hota to sang hamare Tu kotho par chakar lagata Rangin galio ki in rang ralio mein Gham ho ke bada maja aata Mohabbat mohabbat mohabbat Mohabbat hain kya dil se dil ka milana Ya maine to aaj hi jana Sarat nazakat hasino ki chahat Hain kya ishq mein dub jana Kabhi hose mein phir na aana Arey ye zindagi to hai maja. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ek Do Teen Aare Aare Aare lyrics in Hindi by Amit Kumar, Manhar Udhas, music by Bappi Lahiri. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.