Sajna Tere Bina Kya Jeena by Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam song Lyrics and video

Artist:Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Album: Single
Music:Raamlaxman (Vijay Patil)
Lyricist:Ravindra Jain
Label:Tips Music
Genre:Sad
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Sajna Tere Bina Kya Jeena lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam from Patthar Ke Phool (1991). Sajna Tere Bina Kya Jeena Sad soundtrack was composed by Raamlaxman (Vijay Patil) with lyrics written by Ravindra Jain.
Sajna tere bina kya jina
Sajna tere bina kya jina
Tujh bin suni meri man beena
Man beena man beena
Sajni tere bina kya jina
Sajni tere bina kya jina
Tune khud ko mujhse
Kyu china kyu china kyu china
Sajna tere bina kya jina
Sajni tere bina kya jina
Tujhe kya kahu tujhse
Muh kyu hai moda
Mohabbat ka mandir
Hai kyu maine toda
Mere devta maf
karna mujhe tu
Mukaddar ne
Mujhko kahi ka na choda
Kahi ka na choda
Tujh bin suni meri man beena
Man beena man beena
Sajna tere bina kya jina
Sajni tere bina kya jina
atozlyric.com
Kinara kiya tune humdum waha se
Rahi do kadam apni manjil jaha se
Mai kaise najaro se najre milao
Kaha jau bachkar jami aasma se
Jami aasma se
Tune khud ko mujhse
Kyu china kyu china kyu china
Sajni tere bina kya jina
Sajna tere bina kya jina.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Sajna Tere Bina Kya Jeena lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam, music by Raamlaxman (Vijay Patil). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.