Maye Kahoon Masti Kahoon by Talat Aziz song Lyrics and video

Artist:Talat Aziz
Album: Single
Music:Asad Ali Khan
Lyricist:
Label:Universal Music
Genre:Ghazal
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Maye Kahoon Masti Kahoon lyrics, the song is sung by Talat Aziz from Laharen (1983). The music of Maye Kahoon Masti Kahoon Ghazal track is composed by Asad Ali Khan while the lyrics are penned by .
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon
Sochta hoon main teri
Aankhon ko aakhir kya kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon
Zulfon ko khusboo ke baadal
Ras bhar hotho ko jaam
Zulfon ko khusboo ke baadal
Ras bhar hotho ko jaam
Shakhe ghul rakh doon main teri
Sand dali banu ke naam
Main tujhe samma kahoon
Sooraj kahoon shola kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon
Sochta hoon main teri
Aankhon ko aakhir kya kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon
Tu tasvoor hain mera
Meri ghazal mein geet main
Tu tasvoor hain mera
Meri ghazal mein geet main
Guftagoo teri hi mere pyaar ka sangeet hai
Tu mera woh khwaab hain
Jis khwaab ko duniya kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon
Sochta hoon main teri
Aankhon ko aakhir kya kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon
atozlyric.com
Aisa lagta hain mujhe
Jaise meri manzil hain tu
Aisa lagta hain mujhe
Jaise meri manzil hain tu
Main hoon bin maazi ke kashti
Aur mera saahil hain tu
Yun nahi main phir tujhe
Aye dilruba tujhe apna kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon
Sochta hoon main teri
Aankhon ko aakhir kya kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon
Thehra hua dariya kahoon
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Maye Kahoon Masti Kahoon lyrics in Hindi by Talat Aziz, music by Asad Ali Khan. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.