Mere Banne Ki Baat by Asha Bhosle, Shamshad Begum song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Shamshad Begum |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ravi Shankar Sharma (Ravi) |
Lyricist: | Shakeel Badayuni |
Label: | Saregama |
Genre: | Wedding |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Mere Banne Ki Baat lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Shamshad Begum from Gharana (1961). Mere Banne Ki Baat Marriage soundtrack was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) with lyrics written by Shakeel Badayuni. Mere banne ki bat na puchho Mera banna hariyala hai Mere banne ki bat na puchho Mera banna hariyala hai Kyu na ho uski shan anokhi Unche gharane wala hai Mere banne ki bat na puchho Mera banna hariyala hai Meri bani ke rup se ghar Me charo taraf ujiyala hai Meri bani ke rup se ghar Me charo taraf ujiyala hai Uske gore mukhade ke aage Chand ka rang bhi kala hai Meri bani ke rup se ghar me Charo taraf ujiyala hai Mere banne ki bat na puchho Mera banna hariyala hai atozlyric.com Dekh samdhan tu mere Samne sekhi na jata Kon sur khab kapar teri Dulhan me hai laga Usko duniya me koi Puchhane wala hi na tha Usko duniya me koi Puchhane wala hi na tha Wo to dulha ko dua de Jo use bayah laya Wo to dulha ko dua de Jo use bayah laya Teri bani ke gal hai papad Tedi medi aankhe hai Aeji tedi medi aankhe Hai aeji tedi medi aankhe hai Oo nak pakoda hoth hai Sukhe uljhi uljhi julfe hai Aeji uljhi uljhi julfe hai Aeji uljhi uljhi julfe hai Mera banna hai wo shajada Jo najo ka pala hai Mera banna hai wo shajada Jo najo ka pala hai Mere banne ki bat na puchho Mera banna hariyala hai Meri bani ke rup se ghar me Charo taraf ujiyala hai Dekh banno mere aage Tu badi bat na kar Aisa hai tera bana jaise Ho bura bandar Karke shadi kiya ahshan Dulhan ne us par Karke shadi kiya ahshan Dulhan ne us par Warna aise ko bhala Kon banata shohar Warna aise ko bhala Kon banata shohar Tere banne ki unth si Gardan saras jaisi tange hai Aeji saras jaisi tange hai Aeji saras jaisi tange hai Chuhe jaise kan hai uske Kchhuye jaisi chale hai Aeji kchhuye jaisi chale Hai aeji kchhuye jaisi chale hai Mere banne ka najuk Mukhada albela matwala hai Mere banne ka najuk Mukhada albela matwala hai Meri bani ke rup se ghar Me charo taraf ujiyala hai Mere banne ki bat na puchho Mera banna hariyala hai Baith sidhi ari samdhan Na dikh ye garmi Man le har tu ab chhod De ye hathdharmi Ja ri ja mai nahi in Bato se dabne wali Ja ri ja mai nahi in Bato se dabne wali Tere muh kon lage yu Na dikha besharmi Tere muh kon lage yu Na dikha besharmi Ha mere banne ki sas nikammi Sasure hai das number ke Aeji sasure hai das number Ke ha ha sasure hai das number ke Mere banni ki nanad nikhatu Dhang bure hai ghar bharke Aeji dhang bure hai Ghar bharke ha ha Dhang bure hai ghar bharke Oo ho teri dulhan ka sara Gharana aafat chhipakar pala hai Teri dulhan ka sara gharana Aafat chhipakar pala hai Mere banne ki bat na puchho Mera banna hariyala hai Meri bani ke rup se ghar Me charo taraf ujiyala hai Mere banne ki bat na puchho Mera banna hariyala hai Meri bani ke rup se ghar me Charo taraf ujiyala hai Mere banne ki bat na puchho Mera banna hariyala hai Meri bani ke rup se ghar me Charo taraf ujiyala hai Mere banne ki bat na puchho Mera banna hariyala hai Meri bani ke rup se ghar me Charo taraf ujiyala hai Mere banne ki bat na puchho Mera banna hariyala hai Meri bani ke rup se ghar me Charo taraf ujiyala hai Mere banne ki bat na puchho Mera banna hariyala hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Mere Banne Ki Baat lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Shamshad Begum, music by Ravi Shankar Sharma (Ravi). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.