Khaamosh Nigaahein by Shiv Dayal Batish song Lyrics and video
Artist: | Shiv Dayal Batish |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Pandit Amarnath |
Lyricist: | Deena Nath Madhok (D. N. Madhok) |
Label: | Saregama |
Genre: | Philosophical |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Khaamosh Nigaahein lyrics, the song is sung by Shiv Dayal Batish from Daasi (1944). Khaamosh Nigaahein Philosophical soundtrack was composed by Pandit Amarnath with lyrics written by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok). Khaamosh nigaahein Khaamosh nigaahein Khaamosh nigaahein Ye sunaati hain kahaani Khaamosh nigaahein Ye sunaati hain kahaani Lo aaj chali thokarein Khaane ko jawaani Khaamosh nigaahein Ye maan liya panchhi Ye maan liya kaat liye Par hai kisi ne Par dil ki kahaani to hai Piyaa ko sunaani Khaamosh nigaahein Har su hai andhera to Diya ik bhi jale kyun Phooti huyi qismat ko hai Ab thokaren khaani Khaamosh nigaahen Khaamosh nigaahen Hai raat suhaani diye Jalte hain hazaaron Hasrat ke andhere se Bani aaj deewaani Aaj deewaani Khaamosh nigaahein Khaamosh nigaahein atozlyric.com Shaayad ye tere ujde huye Dil ki hai tasweer Paani ki rawaani mein Chiraagon ki rawaani Paani ki rawaani mein Chiraagon ki rawaani Khaamosh nigaahen Khaamosh nigaahen Ghar baar ujaadaa Teri furqat mein junoon se Ghar baar ujaadaa Teri furqat mein junoon se Seene se lagaa rakhi hai Ik teri nishaani Ik teri nishaani Khaamosh nigaahein Khaamosh nigaahein Baazaar mein dhoondha Tujhe galiyon mein pukaara Afsos kisi ne naa Suni aur naa maani Afsos kisi ne naa Suni aur naa maani Khaamosh nigaahen Khaamosh nigaahen Din raat tujhe dhoondh rahi aaaa Din raat tujhe dhoondh rahi Hai meri aankhein Jaayenge jahaan le Chale ashqo ki rawaani Khaamosh nigaahein Taqdeer dar e yaar pe aaaa Taqdeer dar e yaar pe Aakhir mujhe laayi Sun dil ki kahaani Meri aankhon ki zubaani Sun dil ki kahaani Meri aankhon ki zubaani Khaamosh nigaahein Khaamosh nigaahein. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Khaamosh Nigaahein lyrics in Hindi by Shiv Dayal Batish, music by Pandit Amarnath. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.