Bewafa Yun Tera Muskaran by Attaullah Khan Esakhelvi song Lyrics and video
Artist: | Attaullah Khan Esakhelvi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Attaullah Khan Esakhelvi |
Lyricist: | Attaullah Khan Esakhelvi |
Label: | Tips Music |
Genre: | Love, Sad |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Bewafa Yun Tera Muskaran lyrics, the song is sung by Attaullah Khan Esakhelvi from Haal Mera Puchhne Woh... (2004). The music of Bewafa Yun Tera Muskaran Love, Sad track is composed by Attaullah Khan Esakhelvi while the lyrics are penned by Attaullah Khan Esakhelvi. Suna hai log use aankh Bhar ke dekhte hai So uske sheher mein Kuchh din theher Ke dekhte hai Suna hai rakt hai usko Kharaab haalo se So apne aap ko barbaad Karke dekhte hai Suna hai bole toh baaton Se phool jhadte hai Ye baat hai toh chalo Baat karke dekhte hai Suna hai din ko usey Titaliyan satati hai Suna hai raat ko juganu Theher ke dekhte hai Bewafa yun tera muskarana Bhool jaane ke kaabil nahi hai Bewafa yun tera muskarana Bhool jaane ke kaabil nahi hai Main jo zakhm khaya hai dil par Woh dikhane ke kaabil nahi hai Bewafa yun tera muskarana Bhool jaane ke kaabil nahi hai Maine khat likhke unko bulaya Aake kaashid ne dukhda sunaya Maine khat likhke unko bulaya Aake kaashid ne dukhda sunaya Unke paaon mein mehndi lagi hai Unke paaon mein mehndi lagi hai Aane jaane ke kaabil nahi hai Bewafa yun tera muskarana Maine puchha ke Kal sab kahaan the Pehle sharmaaye Phir jhalke boley Maine puchha ke Kal sab kahaan the Pehle sharmaaye Phir jhalke boley Aap woh baat kyun Puchhatey hai Aap woh baat kyun Puchhatey hai jo Batane ke kaabil nahi hai Bewafa yun tera muskarana atozlyric.com Teero talvaar tum mat uthao Kyun ye karte ho bekaar zehmat Teero talvaar tum mat uthao Kyun ye karte ho bekaar zehmat Jaante hai tumhari kalaayi Jaante hai tumhari kalaayi Bojh uthane ke kaabil nahi hai Bewafa yun tera muskarana Maine jab bhi ki arze tamanna Zulf ki tarhaa balkhake bole Maine jab bhi ki arze tamanna Zulf ki tarhaa balkhake bole Aise aashiq ko suli chadha do Aise aashiq ko suli chadha do Rehem khane ke kaabil nahi hai Bewafa yun tera muskarana Main jo zakhm khaya hai dil par Woh dikhane ke kaabil nahi hai Bewafa yun tera muskarana. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Bewafa Yun Tera Muskaran lyrics in Hindi by Attaullah Khan Esakhelvi, music by Attaullah Khan Esakhelvi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.