Mehfil Mein Mujhko by Anupama Deshpande, Zahid Nazan song Lyrics and video
Artist: | Anupama Deshpande, Zahid Nazan |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Mursheed Hallauri |
Label: | Saregama |
Genre: | Qawwali |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Mehfil Mein Mujhko lyrics, the song is sung by Anupama Deshpande, Zahid Nazan from Naag Nagin (1989). The music of Mehfil Mein Mujhko Qawwali track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Mursheed Hallauri. Dil ki duniya mein Khushi leke wafa aa jaaye Aaj tu samne aaye To maza aa jaaye Mahfil mein mujhko dekh kar Tumne jo muskura diya Mahfil mein mujhko dekh kar Tumne jo muskura diya Mahfil mein mujhko dekh kar Tumne jo muskura diya Mahfil mein mujhko dekh kar Mahfil mein mujhko dekh kar Tumne jo muskura diya Kitno ke dil ko dil ko dil ko Kitno ke dil ko aaha dil ko Kitno ke dil ko khush kiya Kitno ko jala diya Mahfil mein mujhko dekh kar Tumne jo muskura diya Mahfil mein mujhko dekh kar Tumne jo muskura diya atozlyric.com Humne jo apne raaz se Parda yaha utha diya Humne jo apne raaz se Parda yaha utha diya Samjho ke aaj samjho samjho Samjho ke aaj ha ha samjho Samjho ke aaj maut ko Apna pata bata diya Humne jo apne raaz se Parda yaha utha diya Luta hai tumne ba khuda Humko ajib naz se Wakif na ho sake kabhi Hum to tumhare raaz se Khushiyo ke bhikh aye Sanam jholi mein Meri daal do Tumko kasam hain pyar ki Yeh zindagi sawar do Ilah apne pyar ka Ab de do mujhko asra Tumne diya hain darde dil Iski tarah tumhi dawa Katra samjh ke aankh se Tumne gira diya Phir bhi tumhare pyar ko Iss dil ne asra diya Phir bhi tumhare Phir bhi phir bhi Phir bhi ha ha phir bhi Phir bhi tumhare pyar ko Iss dil ne asra diya Mahfil mein mujhko dekh kar Tumne jo muskura diya Mahfil mein mujhko dekh kar Tumne jo muskura diya Bewajah apni jaan kyu Kurban karti ho bhala Duniya mein dil lagane ka Anjam hota hai bura Iss raah mein kisi ko bhi Manzil kabhi mili nahin Duniya mein aashiqo ke to Dil ki kali khili nahin Ulfat ki zindagi hai kya Tumko nahin hai kuch khabar Aa jao hosh mein zara Dushwar hain yeh rahgujaar Jab bhi kisi ke pyar ko In aankho mein basa diya Bijli falak se gir padi Dil ka chaman jala diya Bijli falak se falak falak se Bijli falak se ha ha falak se Bijli falak se gir padi Dil ka chaman jala diya Humne jo apne raaz se Parda yaha utha diya Humne jo apne raaz se Parda yaha utha diya Meri khata to kuch nahin Kyu dil dukha rahe ho tum Kya baat hain jo iss tarah Nazre phira rahe ho tum Deewani ho gayi hoon main Dilbar tumhare naam ki Rehti nahin hai kuch khabar Ab mujhko subah shyam ki Tere bagair neend bhi Aankhon mein ab to aayegi Nagin si kaali raat yeh Das das ke mujhko jayegi Main kya kahu ke haale dil Jab khak mein mila diya Achha wafa ka jaane mann Tumne mujhe sila diya Achha wafa ka achha achha Achha wafa ka ha ha achha Achha wafa ka jaane mann Tumne mujhe sila diya Mahfil mein mujhko dekh kar Tumne jo muskura diya Mahfil mein mujhko dekh kar Tumne jo muskura diya Nadan mat bana karo Chhodo hamara rasta Isme fakat bhalai hai Rakho na humse wasta Hoga khuda ke samne Mera tumhara faisla Mehman do ghadi ka hain Yeh zindagi ka silsila Manjar tamam ghumta Hai ab meri nigah mein Kitno ki jaan chali gayi Hai iss wafa ki raah mein Kadmo mein jab hasin ke Aashiq ne sar jhuka diya Rahe wafa mein zindagi Bas us ne mita diya Rahe wafa mein Wafa wafa mein Rahe wafa mein Ha ha wafa mein Rahe wafa mein zindagi Bas us ne mita diya Humne jo apne raaz se Parda yaha utha diya Mahfil mein mujhko dekh kar Tumne jo muskura diya Humne jo apne raaz se Parda yaha utha diya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Mehfil Mein Mujhko lyrics in Hindi by Anupama Deshpande, Zahid Nazan, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.