Haye Re Ud Ud Jaaye by Noor Jehan, Shamshad Begum, Zohrabai Ambalewali song Lyrics and video
Artist: | Noor Jehan, Shamshad Begum, Zohrabai Ambalewali |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Bhagatram Batish, Husnlal Batish, Pandit Amarnath |
Lyricist: | Qamar Jalalabadi |
Label: | Saregama |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Haye Re Ud Ud Jaaye lyrics, the song is sung by Noor Jehan, Shamshad Begum, Zohrabai Ambalewali from Mirza Sahiban (1947). The music of Haye Re Ud Ud Jaaye Happy track is composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish, Pandit Amarnath while the lyrics are penned by Qamar Jalalabadi. Haye re ud ud jaaye Haye re ud ud jaaye Mora reshmi dupattwa Dupattwa ho dupattwa Haye re ud ud jaaye Haye re ud ud jaaye Mora reshmi dupattwa Dupattwa ho dupattwa Haye re ud ud jaaye Ek hawa ka mitha jhokha Keh gaya mithi baat ho Keh gaya mithi baat Bhule se kahi tham na lena Pardesi ka hath Ho pardesi ka hath Yeh baat mujhe samjhaye Dupatta resham ka Yeh baat mujhe samjhaye Dupatta resham ka Ho dupatta resham ka Haye re ud ud jaaye Haye re ud ud jaaye Mora reshmi dupattwa Dupattwa ho dupattwa Haye re ud ud jaaye Pichhe pichhe aane wale ho Pichhe na re chal ho Pichhe na re chal Dar hai yuhi beet na jaaye Sajan sama suhana ho Sajan sama suhana Yeh mitha geet sunaye Dupatta resham ka Yeh mitha geet sunaye Dupatta resham ka Ho dupatta resham ka Haye re ud ud jaaye Haye re ud ud jaaye Mora reshmi dupattwa Dupattwa ho dupattwa Haye re ud ud jaaye atozlyric.com Dub raha hai suraj apne Dil mein lekar aas ho Dil mein lekar aas Door door hai do dil bolo Kaise aaye paas ho Kaise aaye paas Do bichhde dil milwaye Dupatta resham ka Do bichhde dil milwaye Dupatta resham ka Ho dupatta resham ka Haye re ud ud jaaye Haye re ud ud jaaye Mora reshmi dupattwa Dupattwa ho dupattwa Haye re ud ud jaaye Haye re ud ud jaaye. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Haye Re Ud Ud Jaaye lyrics in Hindi by Noor Jehan, Shamshad Begum, Zohrabai Ambalewali, music by Bhagatram Batish, Husnlal Batish, Pandit Amarnath. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.