Hamein Ab Ye Jeena Ghawara by G. M. Durrani song Lyrics and video
Artist: | G. M. Durrani |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Sajjad Hussain |
Lyricist: | Behzad Lucknavi |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Hamein Ab Ye Jeena Ghawara lyrics, the song is sung by G. M. Durrani from Khel (1950). Hamein Ab Ye Jeena Ghawara Sad soundtrack was composed by Sajjad Hussain with lyrics written by Behzad Lucknavi. Hamein ab ye jeena Gawaara nahin hai Hamein ab ye jeena Gawaara nahin hai Ke duniya mein koi Hamaara nahin hai Ke duniya mein koi Hamaara nahin hai Bahut unko chaaha ke Apna banaayein Apna banaayen Bahut unko chaaha ke Apna banaayein Apna banaayen Muqadaar ko lekin Gawaara nahin hai Hamein ab ye jeena Gawaara nahin hai Ke duniya mein koi Hamaara nahin hai Mohabbat mein aisa Koi din na guzra Mohabbat mein aisa Koi din na guzra Jise hamne rokar Guzaara nahin hai Hamein ab ye jeena Gawaara nahin hai Ke duniya mein koi Hamaara nahin hai atozlyric.com Na kyun jaan de de wo Kismat ka maara Kismat ka maara Na kyun jaan de de wo Kismat ka maara Kismat ka maara Zamaane mein jiska Sahaara nahin hai Hamein ab ye jeena Gawaara nahin hai Ke duniya mein koi Hamaara nahin hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Hamein Ab Ye Jeena Ghawara lyrics in Hindi by G. M. Durrani, music by Sajjad Hussain. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.