Main Toh Sapne Sanwar Kar Baithi by Asha Bhosle song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Om Prakash Sonik |
Lyricist: | |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Main Toh Sapne Sanwar Kar Baithi lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Do Chehere (1977). Main Toh Sapne Sanwar Kar Baithi Romantic soundtrack was composed by Om Prakash Sonik with lyrics written by . Main toh sapne sanwar kar baithi Dil apna nisaar kar baithi Main toh sapne sanwar kar baithi Dil apna nisaar kar baithi O meri itani si bhul jise karti kabul Ek buddhu se pyaar kar baithi Main toh sapne sanwar kar baithi Dil apna nisaar kar baithi Kaise bedardi se ye naina laage Main paad aaun toh woh door bhaage Chup na rahun main woh kuchh bhi na bole Akhiyaan milaun woh ankhiyaan na khole Mar gayi main toh mar gayi main toh haye rama Ghar walo se baat kar baithi Duniya ko bhi vaar kar baithi O meri itani si bhul jise karti kabul Ek buddhu se pyaar kar baithi Main toh sapne sanwar kar baithi Dil apna nisaar kar baithi Jaise inhe mujhpe nafarat nahin hai Magar pyaar karne ki furasat nahin hai Siva pyaar ke kuchh bhi aata nahin hai Jatana magar inko aata nahin hai Mar gayi main toh mar gayi main toh haye rama Main toh waade hazaar kar baithi Saiyaan kaisi yeh haar kar baithi O meri itani si bhul jise karti kabul Ek buddhu se pyaar kar baithi Main toh sapne sanwar kar baithi Dil apna nisaar kar baithi atozlyric.com Najhuk si gudiya main dhundhein miluna Bina teri bagiyaan ke main toh khilunaa Main hoon yahaan aur baadal hai chhayein Magar baat inke samaj mein na aaye Mar gayi main toh mar gayi main toh haye rama Main toh bindiya nikhaar baithi Tikhi kazrein ki dhaar kar baithi O meri itani si bhul jise karti kabul Ek buddhu se pyaar kar baithi Main toh sapne sanwar kar baithi Dil apna nisaar kar baithi. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Main Toh Sapne Sanwar Kar Baithi lyrics in Hindi by Asha Bhosle, music by Om Prakash Sonik. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.