Phir Kiya Hua by Faakhir Mehmood song Lyrics and video
Artist: | Faakhir Mehmood |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Awaz (Band) |
Lyricist: | |
Label: | Sadaf Music |
Genre: | Pop |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Phir Kiya Hua lyrics, the song is sung by Faakhir Mehmood from Aatish (2000). Phir Kiya Hua Pop soundtrack was composed by Awaz (Band) with lyrics written by . Puchho na mujhse kal kya hua Dariya kinaare main tha khada O puchho na mujhse kal kya hua Dariya kinaare main tha khada Mujhko mili ek jaane ada Jhulfein thi jaise kaali ghata Puchho na mujhse kal kya hua Dariya kinaare main tha khada Phir kiya hua phir kiya hua Phir kiya hua phir kiya hua Usne kahan teri gaali Mein mera ghar hain Kab se tujh pe meri nazar hain Lagate nahi kyun darte hoga Aur kisi pe marte ho kya Pehale zara sa main dar gaya Majboot dil ko phir kar liya kar liya Puchho na mujhse kal kya hua Dariya kinaare main tha khada Mujhko mili ek jaane ada Jhulfein thi jaise kaali ghata Puchho na mujhse kal kya hua Dariya kinaare main tha khada Phir kiya hua phir kiya hua Phir kiya hua phir kiya hua atozlyric.com Maine kahan Oo maine kahan soon o dilruba Dekha jo maine mukhada tera Mujhko meri jaan aisa laga Seene se mere dil to gaya Baahe khuli hain baahon mein aa Jeevan ki mehaki baahon mein aa Puchho na mujhse kal kya hua Dariya kinaare main tha khada Mujhko mili ek jaane ada Jhulfein thi jaise kaali ghata Puchho na mujhse kal kya hua Dariya kinaare main tha khada Phir kiya hua phir kiya hua Phir kiya hua phir ye hua Bas gayi dil ki dhadkan mein woh Bas gayi dil ke aangan mein woh Ghul gayi woh saanson mein aise Bandh kali mein khusboo ho jaise Dono mein phir ek waada hua Milate rahenge yun hi sada sada Puchho na mujhse kal kya hua Dariya kinaare main tha khada Mujhko mili ek jaane ada Jhulfein thi jaise kaali ghata ghata Puchho na mujhse kal kya hua Dariya kinaare main tha khada Puchho na mujhse kal kya hua Dariya kinaare main tha khada Phir kiya hua phir kiya hua Phir kiya hua pyar hua Phir kiya hua phir kiya hua Phir kiya hua oye pyar hua. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Phir Kiya Hua lyrics in Hindi by Faakhir Mehmood, music by Awaz (Band). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.