Shamm E Dil by Ghanshyam Vaswani song Lyrics and video

Artist:Ghanshyam Vaswani
Album: Single
Music:Ghanshyam Vaswani
Lyricist:
Label:Worldwide Records
Genre:Ghazal
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Shamm E Dil lyrics, the song is sung by Ghanshyam Vaswani from Talaash (2014). Shamm E Dil Ghazal soundtrack was composed by Ghanshyam Vaswani with lyrics written by .
Shamm e dil shamm e tamnna na jala maan bhi jaa
Shamm e dil shamm e tamnna na jala maan bhi jaa
Tez aandhi hai mukhrif hai hawa maan bhi jaa
Shamm e dil shamm e tamnna na jala maan bhi jaa
atozlyric.com
Aisi duniya mein junoo aise zamane mein wafa
Aisi duniya mein junoo aise zamane mein wafa
Is tarah khud ko tamasha na bana maan bhi jaa
Tez aandhi hai mukhrif hai hawa maan bhi jaa
Shamm e dil shamm e tamnna na jala maan bhi jaa
Kab talak saath tera denge yeh dhundhle saaye
Kab talak saath tera denge yeh dhundhle saaye
Dekh naadan na ban mera kaha man bhi jaa
Shamm e dil shamm e tamnna na jala maan bhi jaa
Phirr na kuchh hoga agar bad mein pachhtaya tu
Phirr na kuchh hoga agar bad mein pachhtaya tu
Waqt hai ab bhi hosh mein aa maan bhi jaa
Tez aandhi hai mukhrif hai hawa maan bhi jaa
Shamm e dil shamm e tamnna na jala maan bhi jaa.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Shamm E Dil lyrics in Hindi by Ghanshyam Vaswani, music by Ghanshyam Vaswani. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.