Chup Chup Apni Jaan Pe by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Verma Malik |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Chup Chup Apni Jaan Pe lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Jeeo Aur Jeene Do (1982). Chup Chup Apni Jaan Pe Playful soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Verma Malik. Chup chup apni jaan pe Sah ja duniya ka anyay Koi nahi is dharti par Jo tera dard bataye Sita ke liye likha hai yahi Har yug me agni pariksha de Sita ke liye likha hai yahi Har yug me agni pariksha de Dukh sah ke bhi mukh se kuch na kahe Man ko dhiraj ki siksha de Sita ke liye likha hai yahi Gairo ke kadwe bol sune Apno ka atyachar sahe Gairo ke kadwe bol sune Apno ka atyachar sahe Jis ram ke sang ban ban bhatke Us ram ke bhi dutkar sune Dharti me shamane se pahle Dharti me shamane se pahle Dharti ki tarah har bar sahe Sita ke liye likha hai yahi Purusho ki banai duniya me Kya ik nari ka man na bache Purusho ki banai duniya me Kya ik nari ka man na bache Jis jahar se ram ka man na bacha Us jahar se kya insan bache Jo reet yugo se jari hai Jo reet yugo se jari hai Us reet se kaise jaan bache Sita ke liye likha hai yahi Is andhi bahari nagri me Jab jab sita ko aana hai Is andhi bahari nagri me Jab jab sita ko aana hai Jite ji kasht uthana Marne pe sati kahlana hai Marne pe sati kahlana hai Itihas ke panno ko sadiyo Itihas ke panno ko sadiyo Yuhi ye katha dohrana hai atozlyric.com Sita ke liye likha hai yahi Har yug me agni pariksha de Dukh sah ke bhi mukh se kuch na kahe Man ko dhiraj ki siksha de Sita ke liye likha hai yahi Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Chup Chup Apni Jaan Pe lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.