Ulfat Ki Zindagi Ke by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) |
Lyricist: | Rajendra Krishan |
Label: | Saregama |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Ulfat Ki Zindagi Ke lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) from Hangama (1952). The music of Ulfat Ki Zindagi Ke Happy track is composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) while the lyrics are penned by Rajendra Krishan. Hawa hai thandi thandi Chandani hai yaar hai hum hai Magar hai zindagi sau saal ki Sau saal to kam hai Ulfat ki zindagi ke jo saal ho hazaar Tum humse hum bhi tumase Ji bhar ke kare pyar kare pyar Ulfat ki zindagi ke jo saal ho hazaar Tum humse hum bhi tumase Ji bhar ke kare pyar kare pyar Do din ki zindagi mein Kya kya kare koi Kya kya kare koi Do din ki zindagi mein Kya kya kare koi Kya kya kare koi Duniya ki ek raat ho Aashiq ki char char Duniya ki ek raat ho Aashiq ki char char Tum humse hum bhi tumase Ji bhar ke kare pyar kare pyar Ulfat ki zindagi ke jo saal ho hazaar Tum humse hum bhi tumase Ji bhar ke kare pyar kare pyar O baato mein beet jaaye Baato mein beet jaaye Yeh mausme jawaani Kaisi banaaye tune Malik yeh zidagani Malik yeh zidagani Baato mein beet jaaye Yeh mausme jawaani Kaisi banaaye tune Malik yeh zidagani Malik yeh zidagani Baazi bahut hai chhoti Lambi hai jeet haar Baazi bahut hai chhoti Lambi hai jeet haar atozlyric.com Tum humse hum bhi tumase Ji bhar ke kare pyar kare pyar Ulfat ki zindagi ke jo saal ho hazaar Tum humse hum bhi tumase Ji bhar ke kare pyar kare pyar Ulfat ki zindagi ke jo saal ho hazaar Tum humse hum bhi tumase Ji bhar ke kare pyar kare pyar. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ulfat Ki Zindagi Ke lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), music by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.