Har Nazar Husn Ko Dekh Ye by Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur song Lyrics and video
Artist: | Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Iqbal Qureshi |
Lyricist: | Naseem Ajmeri |
Label: | Saregama |
Genre: | Qawwali |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Har Nazar Husn Ko Dekh Ye lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur from Sultan-E-Hind (1978). The music of Har Nazar Husn Ko Dekh Ye Qawwali track is composed by Iqbal Qureshi while the lyrics are penned by Naseem Ajmeri. Har nazar husn ko dekhe Ye tamasha kya hai Aaj hum tujhko batate hai Ke parda kya hai Parda parda parda to hai Parda to hai husn ki azimat Parda to hai Parda to hai Parda to hai husn ki azimat Parda to hai Yun husn ka jalwa aam na ho Yun husn ka jalwa aam na ho Na ho na ho Jalwa jalwa jalwa to hai Jalwa to hai husn ki sohrat Jalwa to hai Jalwa to hai husn ki fitrat Jalwa to hai Jalwa hai kya jo aam na ho Jalwa hai kya jo aam na ho Na ho na ho Parda parda parda to hai Jara parde se bahar aa Ye duniya khubsurat hai Na mar ghut ghut ke parde mein Ghut parde mein Na mar ghut ghut ke parde mein Ye parda to kayamat hai Chalan parde ka duniya mein Azab hai or sharafat hai Nigahe uth nahi sakti Jaha parde ki azmat hai Parda parda parda to hai Nigahe uth nahi sakti Jaha parde ki azmat hai Husn ka jalwa aam na ho Na ho Husn ka jalwa aam na ho Na ho na ho na ho na ho Parda parda parda to hai Sahar jab tak nahi hoti Bas itni der parda hai Parda hai Ulat de raat jab ghunghat to Phir jalwa hi jalwa hai To phir jalwa hi jalwa hai Najar ki pyas bujh jaye Bas itni der jalwa hai Haya aankho mein aa jaye To fir parda hi parda hai Haya aankho mein aa jaye To phir parda hi parda hai Husn ka jalwa aam na ho Na ho na ho Husn ka jalwa aam na ho Na ho na ho na ho Parda parda parda to hai Tasvire sanam parde mein nahi Parde mein nahi Sayar ka kalam parde mein nahi Parde mein nahi Ab kaid rahe parde mein kyun Jab gairo haram parde mein nahi Mahi dur ka nara beparda Hai dur ka jalwa beparda Hai dur ka jalwa beparda Mann suran ki jo rushwai Mann suran ki jo rushwai Anzam bhi sabne dekha tha Ha dekha tha ha dekha tha Jab dur se jalwa dikhlaya Musa ki najar pe parda tha Musa ki najar pe parda tha Khul jata agar parde ka bharam Main sharme kise phir dekhte hum Main sharme kise phir dekhte hum atozlyric.com Izhar mohabbat beparda Izhar mohabbat beparda Ikrar mohabbat parde mein Ye chand sitare beparda Ye chand sitare beparda Jannat ke najre parde mein Paygame adaa hai beparda Paygame adaa hai beparda Tas bikhi jawa hai parde mein Iman ki daulat parde mein Har raze hakikat parde mein Tasire dua hai parde mein Mehraz ki azmat parde mein Mehraz ki azmat parde mein Our khud hi khuda hai parde mein Our khud hi khuda hai parde mein Our khud hi khuda hai parde mein. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Har Nazar Husn Ko Dekh Ye lyrics in Hindi by Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur, music by Iqbal Qureshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.