Kitani Yaaden by Amit Kumar Ganguly song Lyrics and video
Artist: | Amit Kumar Ganguly |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Amit Kumar Ganguly |
Lyricist: | Leena Chandavarkar |
Label: | |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Kitani Yaaden lyrics, the song is sung by Amit Kumar Ganguly from Baba Mere (2015). The music of Kitani Yaaden Happy track is composed by Amit Kumar Ganguly while the lyrics are penned by Leena Chandavarkar. Kitani yaaden kitane lamhe Chhoda aaya main pichhe mere Kitani yaaden kitane lamhe Chhoda aaya main pichhe mere Kitane waade kitani kasmein Tod aaya main pichhe mere Kitani yaade kitane lamhe Chhod aaya main pichhe mere Kitane waade kitani kasmein Tod aaya main pichhe mere Saari duniya saath mere Chal rahi thi haste haste Kaarwaan ye zindagi ka Loota gaya kyun chalte chalte Bekhabar tha aur deewana Aane wale tufaan se main Kitna magroor aur Khudgarz ban gaya hai Ab to insaan khuda Khud ko samjhne laga hai Kitna magroor aur Khudgarz ban gaya hai Ab to insaan khuda Khud ko samjhne laga hai Mamta ka mol nahi na pyar ka wafa ka Kaisa ye haal hai khuda dekh tere jahaan ka Ab kahun kya zindagi se kyun rulaya itna mujhe Bewafa tu pal do pal de saki na khushi mujhe atozlyric.com Din woh pal chhin jo beete Sukh ya phir dukh mein Kaash main kar paata main unko Phir se apne bas mein Din woh pal chhin jo beete Sukh ya phir dukh mein Kaash main kar paata main unko Phir se apne bas mein Insaan insaan huaa karta tha Tab is jag mein Sukh aur dukh mein nibhata Pyar ki woh kasmein Kitani aasha kitane sapne Ke aaya tha jag mein tere Joothi duniya toote sapne Kyun ke aanchal sang mein tere Kitani yaade kitane lamhe Chhod aaya main pichhe mere Kitane waade kitani kasmein Tod aaya main pichhe mere Saari duniya saath mere Chal rahi thi haste haste Kaarwaan ye zindagi ka Loota gaya kyun chalte chalte Bekhabar tha aur deewana Aane wale tufaan se main. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Kitani Yaaden lyrics in Hindi by Amit Kumar Ganguly, music by Amit Kumar Ganguly. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.