Bewafa by Shehzad Roy song Lyrics and video
Artist: | Shehzad Roy |
---|---|
Album: | Single |
Music: | |
Lyricist: | |
Label: | |
Genre: | |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Bewafa lyrics, the song is sung by Shehzad Roy from Teri Soorat (1999). Bewafa soundtrack was composed by with lyrics written by . Kya yehi thi teri dosti Do qadam bhi na tu chal saki Kya yehi thi teri dosti Do qadam bhi na tu chal saki Jhooti rasmon se Jhooti qasmon se Tune rusva zamaane mein Pyar ko kiya Tere waadon ka maine Aitbaar kyun kiya Tere waadon ka maine Aitbaar kyun kiya Tujhpe kya kya Mujhe maan tha Aik tera hi Armaan tha Tujhpe kya kya Mujhe maan tha Aik tera hi Armaan tha Thi yeh meri khata Jaan ke bewafa Maine phir bhi tera Intezar kyun kiya Tere waadon ka maine Aitbaar kyun kiya Tere waadon ka maine Aitbaar kyun kiye..ho..ho..ho.. Teri chahat Mujhe na mili Kaisi hoti hai Dil ki lagi Teri chahat Mujhe na mili Kesi hoti hai Dil ki lagi Mainay jaana yehi Kya buri kya bhali Is mohabbat mein dil Beqarar kyun kiya Tere waadon ka maine Aitbaar kyun kiya Tere waadon ka maine Aitbaar kyun kiya Phir bhi tujh se Kiya na gila Bujh gaya Arzoo ka diya Phir bhi tujh se Kiya na gila Bujh gaya Arzoo ka diya Socha mainay tha kya Kya hua kya mila Waqt ne mujh pe jaane Yeh waar kyun kiya Tere waadon ka maine Aitbaar kyun kiya Tere waadon ka maine Aitbaar kyun kiya Kya yehi thi teri dosti Do qadam bhi na tu chal saki Kya yehi thi teri dosti Do qadam bhi na tu chal saki Jhooti rasmon se Jhooti qasmon se Tunay rusva zamaane mein Pyar ko kiya atozlyric.com Tere waadon ka maine Aitbaar kyun kiya Tere waadon ka maine Aitbaar kyun kiya Tere waadon ka maine Aitbaar kyun kiya Tere waadon ka maine Aitbaar kyun kiya Tere waadon ka maine Aitbaar kyun kiya Tere waadon ka maine Aitbaar kyun kiya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Bewafa lyrics in Hindi by Shehzad Roy, music by . Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.