Main Hoon Son Machariya by Anand Kumar C, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit) song Lyrics and video
Artist: | Anand Kumar C, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Raj Kamal |
Lyricist: | Mahendra Dehlvi |
Label: | Polydor |
Genre: | Drama |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Main Hoon Son Machariya lyrics, the song is sung by Anand Kumar C, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit) from Jazbaat (1980). Main Hoon Son Machariya Drama soundtrack was composed by Raj Kamal with lyrics written by Mahendra Dehlvi. Arey hey machhuva Arey ho machhuva machhuva Sun meri bari Machhuvare jal dariya me dal Fans jaye machhali jal ko sambhal Machhuvare jal dariya me dal Fans jaye machhali jal ko sambhal Haiya re haiya haiya re haiya Haiya haiya haiya haiya hoye Zor laga ke haiya pair zamake haiya Zor laga ke haiya pair zamake haiya Apun kon mera matlab hai aap kaun hai Mai, main hoon son machhariya Haiya re haiya Main hoon son machhariya Dahiya re dahiya Main hoon son machhariya Main hoon son machhariya Son machhariya Sansar maza dariya ka pani Main hu machhariya pani ki rani O re machhere banke machhere Main na fansugi jal me tere Haye haye O re machhere o re machhere Main na fansugi jal me tere Main hoon son machhariya Main hoon son machhariya Son machhariya Ye baat sun le bol shikari Na hu main bholi na hoon bechari Ye baat sun le bol shikari Na hu main bholi na hoon bechari Tere samne se nikal jaungi Hatho se tere fisal jaungi Haye re fisal jaungi Haye yu fisal jaungi Hawa ka jhonka deke dhokha Jaise nikal jaye Dahiya re dahiya Haiya re haiya Main hoon son machhariya Main hoon son machhariya Son machhariya atozlyric.com O jal wale tu hai anadi Is khel me to main hu khiladi O jal wale tu hai anadi Is khel me to main hu khiladi Mujhko kabhi na yu pakad payega Sahil pe baitha tu rah jayega Haye re rah jayega Haye tu rah jayega Jaha bhi dekhe koi jharokha Ye machhli nikal jaye Fish fish fish sa Gili gili gili oye oye Main hoon son machhariya Main hoon son machhariya Son machhariya Sansar maza dariya ka pani Main hu machhariya pani ki rani O re machhere banke machhere Main na fansugi jal me tere Haye haye O re machhere o re machhre Main na fansugi jal me tere. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Main Hoon Son Machariya lyrics in Hindi by Anand Kumar C, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit), music by Raj Kamal. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.