Maa Jannat Ki Kunji Hai (Title) by Neha Naaz song Lyrics and video
Artist: | Neha Naaz |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Neha Naaz |
Lyricist: | |
Label: | Sonic Enterprise |
Genre: | Qawwali |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Maa Jannat Ki Kunji Hai (Title) lyrics, the song is sung by Neha Naaz from Maa Jannat Ki Kunji Hai (2013). Maa Jannat Ki Kunji Hai (Title) Qawwali soundtrack was composed by Neha Naaz with lyrics written by . Harpal maa deti hai duaae aa Harpal maa deti hai duaae aa Maa rehmat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Harpal maa deti hai duaae aa Harpal maa deti hai duaae aa Maa rehmat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maa ko upar waale ne Kuchh aisi azmat bakshi hai Dil ko baksha pyaar mohabbat Paaon ko jannat bakshi hai Mamta ko dukh dard bhi dil ko Sabse afzal baksha hai Is mein hai nain ko raahat Aisa aanchal baksha hai Maa ko woh hum dardi bakshi Maa ko aisa pyaar diya Saari duniya jiski kaayal Maa ko woh kirdaar diya Jab koi dushwaari aankhon Koi bimaari aati hai Maa toh apne bachcho pe So jaan se waari jaati hai Maa toh apne bachcho pe So jaan se waari jaati hai Maa toh apne bachcho pe So jaan se waari jaati hai atozlyric.com Maa se afzal koi nahin hai Maa se afzal koi nahin hai Maa ajmat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maa ki azmat badi hai sab se Yeh kurwaan mein aaya hai Peer payambar ne bhi maa ki Azmat ko samjaya hai Bachcho ka humdard nahin hai Maa se badhkar koi bhi Bachcho ke sang hasti bhi hai Bachcho ke sang royi bhi Maa toh kadam kadam pe apne Bachcho ke kaam aati hai Baate karna chalna phirna Bachcho ko sikhlaati hai De deti hai maa bachcho ko Apne munh ka neevala bhi Khush hota hai dekh ke aisi Chahat uparwala bhi Khush hota hai dekh ke aisi Chahat uparwala bhi Khush hota hai dekh ke aisi Chahat uparwala bhi Jiske dil mein nahin yeh chahat Jiske dil mein nahin yeh chahat Maa chahat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Goar karo meri baato par Khol ke apne kaan suno Kya kehti hai tum se hadise Aur kya kya kurwaan suno Jab bhi koi bachcha apni Maa ke dil ko dukhata hai Uski uss badmashi par Allah ko gussa aata hai Kya teri maa tere liye Sukh chain bhi apna khoyi nahin Maa ke jaisa chahane wala Dono jag mein koi nahin Kitane pyaar mohabbat se woh Sine se chimkaati hai Dudh ki soorat mein woh apna Khoone jigar peelati hai Dudh ki soorat mein woh apna Khoone jigar peelati hai Dudh ki soorat mein woh apna Khoone jigar peelati hai Sab ne yeh tasleem kiya hai Sab ne yeh tasleem kiya hai Maa barkat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Jaan niachhavar karna bachche par Uska maa bhi mol hai Taali momat ka woh Achha saa ischool bhi hai Maa hai nek toh apne bachcho Ko bhi nek banati hai Bachpan se hi bachcho ko woh Achchi raah dikhati hai Bachche par jo nazar na rakhi Bachcha bigad bhi sakta hai Zara zara si baato par woh Lad bhi jagad bhi sakta hai Sathi gande mil jaaye toh Gandi lat lag jaati hai Dhire dheere nasha khori Ki aadat lag jaati hai Dhire dheere nasha khori Ki aadat lag jaati hai Dhire dheere nasha khori Ki aadat lag jaati hai Bhool na jaana meri nasihat Bhool na jaana meri nasihat Yeh ulfat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Jo na maa ki azmat samje Woh to hai naadaan bada Usko uthana pad sakta hai Duniya mein nukshaan bada Jisne paala posha uskko Zaalim agar satata hai Is duniya mein hi woh apni Karni ka phal paata hai Kal ko uske bachche bhi Roti na denge maarenge Jaanvaro ke jaisa usko Reh reh ke dhatkaarenge Duniya mein chain nahin Markar bhi chain na paayenga Jannat ki parwaah nahin ki toh To jo zakhmein jaayenga Jannat ki parwaah nahin ki toh To jo zakhmein jaayenga Jannat ki parwaah nahin ki toh To jo zakhmein jaayenga Maa ki duaae daulatwaali Maa ki duaae daulatwaali Maa daulat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maa ke munh se aah jo nikali Arsh bhari hil jaata hai Allah tala ki jaanib se Badla bhi mil jaata hai Mamta ki maari yun toh Badduaan nahin karti hai maa Nalayak se nalayak Bachho par bhi marti hai maa Har maaki hoti hai tamanna Bachcha mera insaan bane Kisi ki khahish ye nahin hoti Aawara shaitaan bane Baad khudake maaki mohabbat Sab se badi mohabbat hai Maa jiski jinda hai samjo Woh sabse khush kismat hai Maa jiski jinda hai samjo Woh sabse khush kismat hai Maa jiski jinda hai samjo Woh sabse khush kismat hai Jo naadan hai jo na samje Woh naadan hai jo na samje Maa shafaqat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Nabio ne bhi apni apni maa ki khidmat ki hai Wali o ne bhi maa ki duaan se haasil jannat ki hai Arbo bala mein hazrat e baano aur jehnat ko bhi dekho Kaise in maao ne bachaya hai majhab ko toh dekho Maa ki duaan se hausiya ne aala rutaba paaya hai Khwaja muyidun hasana ne uncha darza paya hai Khwaja niza muyiuddin ko dekhokaise bhag ye jaage hai Aliyar wale saabir kaisi sab walio mein aage hai Aliyar wale saabir kaisi sab walio mein aage hai Aliyar wale saabir kaisi sab walio mein aage hai Maa ko in logo ne samja Maa ko in logo ne samja Maa nemat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maa ki baate jisne maani Duniya mein woh naam kare Apne farayaz ko na bhoole Neki ka woh kaam karein Maa ki duaao se aati hai Ghar mein rab ki rehmat bhi Allah tala gair se deta Hai roji mein barkat bhi Maa ka rutba maa ki azmat Bhool na jaana aye logo Bhool gaye to tumhein padega Ashq bahana aye logo Neha naaz ki yeh qawaali Ek nasihat hai sunlo Saifi ke yeh kalam ne likhi Ek nasihat hai sunlo Saifi ke yeh kalam ne likhi Ek nasihat hai sunlo Saifi ke yeh kalam ne likhi Ek nasihat hai sunlo Tum chahe maano na maano Tum chahe maano na maano Maa rahat ki kunji hai Maa jannat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai Maaki khidmat karle pagale Maa jannat ki kunji hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Maa Jannat Ki Kunji Hai (Title) lyrics in Hindi by Neha Naaz, music by Neha Naaz. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.