Na Dil Ko Chain Hai by Anuradha Paudwal, Udit Narayan song Lyrics and video
Artist: | Anuradha Paudwal, Udit Narayan |
---|---|
Album: | Single |
Music: | |
Lyricist: | |
Label: | T-Series |
Genre: | Love |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Na Dil Ko Chain Hai lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Udit Narayan from Chahat (1995). The music of Na Dil Ko Chain Hai Love track is composed by while the lyrics are penned by . Na dil ko chain hai na mujhko qaraar hai Na dil ko chain hai na mujhko qaraar hai Shayad isi ka naam zamane mein pyar hain Shayad isi ka naam zamane mein pyar hain Tum saamane ho phir bhi dil beqaraar hain Tum saamane ho phir bhi dil beqaraar hain Shayad isi ka naam zamane mein pyar hain Shayad isi ka naam zamane mein pyar hain Na dil ko chain hai na mujhko qaraar hai Aankho ke kehane pe hum haa kho gaye the sanam Ye raaste hain naye kehane hain lage kadam Jab yun achanak lage saara zamana haseen Aasaan hain pyaar ke main padha thaa kahin Har waqt bas tumhara hi intazaar hain Shayad isi ka naam zamane mein pyar hain Shayad isi ka naam zamane mein pyar hain Na dil ko chain hai na mujhko qaraar hai atozlyric.com Dil pe na kaabu koi aati nahi neend bhi Khwabon pe hai rang kai jaagi hain umeed kahin Saanso ki aahat pe hi ab main sambhal ne lage Ehsaas hota hain ye main to badal ne lagi Inn dhadkano pe koi nasha hai khumaar hain Inn dhadkano pe koi nasha hai khumaar hain Shayad isi ka naam zamane mein pyar hain Shayad isi ka naam zamane mein pyar hain Na dil ko chain hai na mujhko qaraar hai Na dil ko chain hai na mujhko qaraar hai Shayad isi ka naam zamane mein pyar hain Shayad isi ka naam zamane mein pyar hain Tum saamane ho phir bhi dil beqaraar hain Tum saamane ho phir bhi dil beqaraar hain Shayad isi ka naam zamane mein pyar hain Haan haan isi ka naam zamane mein pyar hain Na dil ko chain hai na mujhko qaraar hai Na dil ko chain hai na mujhko qaraar hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Na Dil Ko Chain Hai lyrics in Hindi by Anuradha Paudwal, Udit Narayan, music by . Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.