Kano Mein Kahne Wali by Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy song Lyrics and video
Artist: | Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Bappi Lahiri |
Lyricist: | Anjaan |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Kano Mein Kahne Wali lyrics, the song is sung by Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy from Numbri Aadmi (1991). The music of Kano Mein Kahne Wali Romantic track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Anjaan. Kano mein kahne wali hai jo Kaise main keh doon khul ke wo baat Sajana sajana Dekha hai meine koi sapna Kaise kahu kaise kahun Kahe bina kaise rahun Kano mein kahne wali hai jo Dil mein chhupa le dil ki wo baat Sajana sajana Dekha hai meine koi sapna Kaise kahu kaise kahun Kahe bina kaise rahun Kano mein kahne wali hain jo Dil mein chhupa le dil ki wo baat Aankhon aankhon mein Boli sau baar main Tu na samajhe kaise Karu ikraar main Laakh jatan kar ke Ab to gayi haar main Been bole jo pyar yeh samajhe Hoga koi deewana Sajana sajana Mana hai maine tujhe apna Main jo chahu to wo jaane Baate meri kyu na mane Kano mein kahne wali hain jo Dil mein chhupa le dil ki wo baat atozlyric.com Aaye chhaye barse sawan jhum ke Pyasi papati jalti dhalti chhum ke Ho main tarsu tere Aage pichhe jhum ke Sawan barse tu kyu tarse Khul ke zara samajhana Sajana sajana Muskil hain door rehna Tan chali mann chali Dil pe na bas chali Baaho mein aake lag ja gale se Khul ke bata de dil ki wo baat Kano mein kahne wali hain jo Kaise main keh doon Khul ke wo baat Aa re aaja na Na baba na na na Aa re aaja na Na baba na na na. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Kano Mein Kahne Wali lyrics in Hindi by Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy, music by Bappi Lahiri. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.