Suno Suno Miss Chatterjee by Asha Bhosle, Mohammed Rafi song Lyrics and video

Artist:Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Album: Single
Music:Omkar Prasad Nayyar
Lyricist:Aziz Kashmiri
Label:Saregama
Genre:Romantic
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Suno Suno Miss Chatterjee lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Baharen Phir Bhi Aayengi (1966). The music of Suno Suno Miss Chatterjee Romantic track is composed by Omkar Prasad Nayyar while the lyrics are penned by Aziz Kashmiri.
Hey suno suno
Miss chatterjee
Mere dil ka matter ji
Kalkatte waali
Rooth gayi kyun
Baat nahi ye better jee
B e t t e r better
B e t t e r better
Suno suno
Miss chatterjee
Mere dil ka matter ji
Kalkatte waali
Rooth gayi kyun
Baat nahi ye better jee
B e t t e r better
B e t t e r better
atozlyric.com
Ban than ke yoon
Kahaan chali ho
Fifty ki raftaar se
Dilwaala koi
Kood na jaaye
Chalti motor car se
Arre ban than ke yoon
Kahaan chali ho
Fifty ki raftaar se
Dilwaala koi
Kood na jaaye
Chalti motor car se
Chalte chalte padhti jaao
Dil ka open letter jee
L e t t e r letter
L e t t e r letter
Phaad de apne
Dil ka letter
Kis ko fool banaata hai
Phaad de apne
Dil ka letter
Kis ko fool banaata hai
Hum se kar ke
Pyaar ka waada
Baahar daanw lagaata hai
Tu hi keh de
Kya hai matter
M a t t e r matter
M a t t e r matter
Suno suno
Miss chatterjee
Mere dil ka matter ji
Kalkatte waali
Rooth gayi kyun
Baat nahi ye better jee
B e t t e r better
B e t t e r better
Jhansa de ke
Na ja mujh ko
Desh mera hai jhansi
Le kar tera laal dupatta
Le lunga main phaansi
Jhansa de ke
Na ja mujh ko
Desh mera hai jhansi
Le kar tera laal dupatta
Le lunga main phaansi
Hoye hoye
Marte marte
Likh jaaunga
Government ko
Letter ji
L e t t e r letter
L e t t e r letter
Suno suno
Miss chatterjee
Mere dil ka matter ji
Kalkatte waali
Rooth gayi kyun
Baat nahi ye better jee
B e t t e r better
B e t t e r better.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Suno Suno Miss Chatterjee lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, music by Omkar Prasad Nayyar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.