Yeh Shor Hai Gali Gali Ke by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaidev Kumar |
Lyricist: | Sarshar Sailani |
Label: | Saregama |
Genre: | Masti |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Yeh Shor Hai Gali Gali Ke lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Ek Thi Reeta (1971). Yeh Shor Hai Gali Gali Ke Masti soundtrack was composed by Jaidev Kumar with lyrics written by Sarshar Sailani. Hazaro aafte lekar kisi buth par sabab aaya Jo aaya bhi to yu aaya ke jalim behisab aaya Ye shor hai gali gali Ye shor hai gali gali ke wo jawan ho chali ye shor hai gali gali ke wo jawan ho chali Nazar mein ek saurur hai ada nashe me chur hai Ye kah rahi hai sokhiya ke bat kuch jarur hai Yuhi nahi idhar udhar machi hui ye khalbali Ye shor hai gali gali ke wo jawan ho chali atozlyric.com Wo mastiya bikherti nazar nazar ko gherti Yaha waha kaha kaha nigahe naaz ferti Dilo ko lutti hui chali wo manchali manchali Ye shor hai gali gali ke wo jawan ho chali Hasin hai jawan hai kisi ke dil ki jaan hai Wo kon khusnasib hai ye jispe meharban hai Jidhar se wo gujar gayi mahak uthi kali kali Ye shor hai gali gali ke wo jawan ho chali. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Yeh Shor Hai Gali Gali Ke lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Jaidev Kumar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.