Jalen Jalaane Waale by Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Hanuman Prasad Sharma |
Lyricist: | Pyarelal Shrivasta (P. L. Santoshi) |
Label: | Saregama |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Jalen Jalaane Waale lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Jannat (1949). The music of Jalen Jalaane Waale Happy track is composed by Hanuman Prasad Sharma while the lyrics are penned by Pyarelal Shrivasta (P. L. Santoshi). Jalen jalaane Jalen jalaane waale Humko jaise mombatti Jalen jalaane waale Humko jaise mombatti Dil hi dil mein rahen ubalte Jaise chaai ki patti Arre bhai lipton ki Jaise chaai ki patti Haan jaise chaai ki patti Maren jalaane Jalen jalaane waale Humko jaise mombatti Jalen jalaane waale Humko jaise mombatti Ek jhalak dikhlaakar humko Chup se baithe kone mein Aji do aane bhar kasar rahi hai Ab to paagal hone mein Samjhen apni preet wo mehangi Jaan hamaari sasti Haan jaan hamaari sasti Haan jaan hamaari sasti Maren jalaane Jalen jalaane waale Humko jaise mombatti Jalen jalaane waale Humko jaise mombatti atozlyric.com Kehde unse jaa ke koi Nahin kisi se hete hain Nahin kisi se hete hain Wo laila hain to Ye majnu ke bete hain Ye majnu ke bete hain Bade ya chhote Yahaan baith kar ek minute mein Qurbaan kar den hasti Haan qurbaan kar den hasti Haan qurbaan kar den hasti Haan qurbaan kar den hasti Maren jalaane Jalen jalaane waale Humko jaise mombatti Jalen jalaane waale Humko jaise mombatti Maasoom hamaara dil hai Jaise paanch baras ka bachcha Aji bhola bhaala seedha saadha Preet mein apni sachcha Mat isko tadpaao ae zaalim Raham tu kar tu ratti Raham tu kar tu ratti Haan raham tu kar tu ratti Maren jalaane saden jalaane Jalen jalaane waale Humko jaise mombatti Jalen jalaane waale Humko jaise mombatti. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Jalen Jalaane Waale lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), music by Hanuman Prasad Sharma. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.