Nirdayi Tera Sansaar Hai by Suman Kalyanpur song Lyrics and video
Artist: | Suman Kalyanpur |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Pandit Shivram |
Lyricist: | Vyas |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Nirdayi Tera Sansaar Hai lyrics, the song is sung by Suman Kalyanpur from Jai Ambe (1957). The music of Nirdayi Tera Sansaar Hai Sad track is composed by Pandit Shivram while the lyrics are penned by Bharat Vyas. Maiya kaha chupa wo tera pyar hai Maiya kaha chupa wo tera pyar hai Bada nirdayi tera sansar hai Bada nirdayi tera sansar hai Kaha phulo ka tera wo har hai Kaha phulo ka tera wo har hai Yaha sar pe sada hi talwar hai Bada nirdayi tera sansar hai Yuhi mile kyu jwala Yuhi mile kyu jwala Ma jo jape tihari mala Aaj sanch ko anch lagi Hai tera nyay nirala Hamne mana amrit Tumse mila jahar ka pyala Hamne mana amrit Tumse mila jahar ka pyala Aaj jhuth se sach ke Muh par laga diya hai tala Laga diya hai tala Teri bhakti me shakti nisar hai Teri bhakti me shakti nisar hai Bada nirdayi tera sansar hai Bada nirdayi tera sansar hai atozlyric.com Chup gaya chanda chup gaye tare Sulag rahe angare Aaj bhawar me dub rahe Jiwan ke dono kinare Chin raha hai chup chup ke Koi sukh ke sabhi sahare Chin raha hai chup chup ke Koi sukh ke sabhi sahare Tum bhi ruth gayi ho Maa to kisko aaj pukare Kisko aaj pukare Mayya badn hamara kyu dwar hai Bada nirdayi tera sansar hai Bada nirdayi tera sansar hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Nirdayi Tera Sansaar Hai lyrics in Hindi by Suman Kalyanpur, music by Pandit Shivram. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.