Chhod Do Aanchal Zamana Kya Kahega by Asha Bhosle, Kishore Kumar song Lyrics and video

Artist:Asha Bhosle, Kishore Kumar
Album: Single
Music:Sachin Dev Burman
Lyricist:Majrooh Sultanpuri
Label:Saregama
Genre:Romantic
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Chhod Do Aanchal Zamana Kya Kahega lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar from Paying Guest (1957). Chhod Do Aanchal Zamana Kya Kahega Romantic soundtrack was composed by Sachin Dev Burman with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.
Chhod do aanchal
Zamana kya kahega
O o o chhod do aanchal
Zamana kya kahega
Ha ha ha inn adaao kaa
Zamana bhi hai deewana
Deewana kya kahega
O o o chhod do aanchal
Zamana kya kahega
Ha ha ha inn adaao kaa
Zamana bhi hai deewana
Deewana kya kahega
Ha ha ha chhod do aanchal
Zamana kya kahega
atozlyric.com
Mai chali
Mai chali abb khub
Chhedo pyaar ke afsaane
Kuchh mausam hai deewana
Kuchh tum bhi ho deewane
Mai chali abb khub
Chhedo pyaar ke afsaane
Kuchh mausam hai deewana
Kuchh tum bhi ho deewane
Zara sunana jaane tamanna
O zara sunana jaane tamanna
Zara sunana jaane tamanna
O zara sunana jaane tamanna
Itana toh soch yeh
Mausam suhaana kya kahega
O o o chhod do aanchal
Zamana kya kahega
Ha ha ha inn adaao kaa
Zamana bhi hai deewana
Deewana kya kahega
Ha ha ha chhod do aanchal
Zamana kya kahega
Yu naa dekho jag jaaye
Pyaar ki angdayi
Yeh rasta yeh tanhaayi lo
Dil ne thokar khaayi
Yahi din hain masti ke sin hain
Yahi din hain masti ke sin hain
Kisko yeh hosh hai apna
Begaana kya kahega
O o o chhod do aanchal
Zamana kya kahega
Ha ha ha inn adaao kaa
Zamana bhi hai deewana
Deewana kya kahega
Ha ha ha chhod do aanchal
Zamana kya kahega
Yeh bahaare yeh phuvaare
Yeh barasta saavan
Thar thar kaanpe hai tan
Mann meri baiya dhar lo sajan
Yeh bahaare yeh phuvaare
Yeh barasta saavan
Thar thar kaanpe hai tan
Mann meri baiya dhar lo sajan
Aji aana dil me samaana
Aji aana dil me samaana
Ek dil ek jaan hain ham
Tum zamana kya kahega
O o o chhod do aanchal
Zamana kya kahega
Ha ha ha inn adaao kaa
Zamana bhi hai deewana
Deewana kya kahega.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Chhod Do Aanchal Zamana Kya Kahega lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Kishore Kumar, music by Sachin Dev Burman. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.