Khwaja Ki Deewani by Neha Naaz song Lyrics and video
Artist: | Neha Naaz |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Neha Naaz |
Lyricist: | |
Label: | Sonic Enterprise |
Genre: | Qawwali |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Khwaja Ki Deewani lyrics, the song is sung by Neha Naaz from Jholi Bharo Hamari (2013). The music of Khwaja Ki Deewani Qawwali track is composed by Neha Naaz while the lyrics are penned by . Niyajo naaz ka kitna haseen manzar hai Idhar gareeb khade hai Udhar gareebnawaaz Har ek simt se bas Aa rahi hai yeh aawaaz Mann o gareeb dayaaro Tu hi gareebnawaaz Bichhad ke aap ke dar se Sukun e dil na mila Khuda gawaah hai khuda ka Rasul yaa khwaaja Sakhi nagar nagar sakhi dagar dagar Mat ishq ke aag lagake chali Mora khesh gayo mora bhesh gayo Main toh ishq ki aag mein poori jhali Kal main ki bhabhoot ko munh se mali Toh baaki tum bhi haath mali allah Yeh roop saa roop dikhati chali Yeh roop saa roop dikhati chali Aur khwaja ki dhoon yeh gaati chali Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh khwaja ki deewani Apne khwaja ki deewani Main toh khwaja ki deewani atozlyric.com Koi kis ka hai aur koi kisi kaa Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Nafrat ka zaher baato mein Tum ghol ke dekho Aa jaayenge khwaja Mujhe kuchh bol ke dekho Yeh nizaami yakeen Zara tol ke dekho Lilaah farishto Lilaah farishto yeh kafan khol ke dekho Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Deewani deewani deewani deewani.. Deewani deewani deewani deewani.. Main deewani main deewani Main deewani main deewani Deewani deewani deewani deewani.. Deewani deewani deewani deewani.. Deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Sansaar har ko pooje Guru ko jagat saraahe Sansaar har ko pooje Guru ko jagat saraahe Makke mein koi dhundhe Kaashi mein koi chahein Guiyyan main apne peeke Paiyyan padun na kahein Har kom milna Tera dine wakeeb lagake Mann kib larast kar Har simt haj ko bulaaye Paap dhul jaaye saare ke Paapan hoon main Bhaag mere jaga Do abhagan hoon main Tu hai data mera aur Bhikharan hoon main Main toh kyaa cheez hoon Baadshahe taayewar Teri dargaah ki jaaliya thaam kar Kehte hai khwaja karde Karam ki ek nazar Phir kya huaa jo keh diya Phir kya huaa jo keh diya maine itna gar Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Kitani ajeeb baat hai Baat bhi kuchh ajeeb hai Jisne diya hai dard e Dil wahin mera tabib hai Dairo haram mein imtiyaaje Sayewaaye ehale dil nahi Yeh bhi dare habib hai Woh bhi dare habib Na garaz haram ke wakaar se Na garaz haram ke wakaar se Na sanam ka dekhe bahaar se Humein kaam hai dariyaar se Dariyaar phir dariyaar hai Haram aur dair ke katbe Woh dekhe jisko phursat hai Yahaan hathe nazar Tak sirf unvaane mohabbat hai Parastaare mohabbat ki Mohabbat hi sheriyat hai Kisi ko yaad karke Aahaan bharlena ibadat hai Jahaan woh hai wahaan dil hai Jahaan dil hai wahaan sab kuchh Magar pehke makaam e dil Samaj ne ki zaroorat hai Meri deewangi pe Yeh hoshwale behesh farmaaye Magar pehle unhein Deewana banne ki zaroorat hai Muslim yahin kehte hai ke masjid mein aa Aur hindu yahin kehte hai ke mandir achha Sikho ka yeh dawa hai ke gurudwara achha Aur isaai yeh kehte hai girjaa mein aa Lekin mera kyaa kehna hai kshama kijiyega Hai jaisi nazar waisi sooje Koi ye pooje koi woh pooje Deewane ki duniya sab se alag Na yeh pooje na woh pooje Kaaba kali saa gurdwara o ganga Kaaba kali saa gurdwara o ganga In pehero se mujhe matlab kyaa Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Nakeerat chhedate kyun ho Nakeerat chhedate kyun ho Yeh kaleza cheer ke dekho Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani Main toh deewani khwaja ki deewani. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Khwaja Ki Deewani lyrics in Hindi by Neha Naaz, music by Neha Naaz. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.