Jahan Mein Tujhsa Haseen Kaun by Talat Aziz song Lyrics and video
Artist: | Talat Aziz |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Talat Aziz |
Lyricist: | |
Label: | Saregama |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Jahan Mein Tujhsa Haseen Kaun lyrics, the song is sung by Talat Aziz from Betaabiyan (1980). Jahan Mein Tujhsa Haseen Kaun Ghazal soundtrack was composed by Talat Aziz with lyrics written by . Jahan mein tujhsa haseen Kaun doosra hoga Jahan mein tujhsa haseen Kaun doosra hoga Tujhe banake khuda Bhi to khush hua hoga Jahan mein tujhsa haseen Kaun doosra hoga Samjh saka na abhi tak Yeh kaisa jaadu hai Mere badan mein tere hi Badan ki khooshbu hai Mere badan mein tere Hi badan ki khooshbu hai Zaroor tu mujhe khwabo Mein chhu gaya hoga Zaroor tu mujhe khwabo Mein chhu gaya hoga Jahan mein tujhsa haseen Kaun doosra hoga atozlyric.com Meri nazar mein tera Kya makam hai sun le Meri nazar mein tera Kya makam hai sun le Zubaa pe baad khuda Tera naam hai sun le Zubaa pe baad khuda Tera naam hai sun le Ab is se zyada wafa Ka suboot kya hoga Ab is se zyada wafa Ka suboot kya hoga Jahan mein tujhsa haseen Kaun doosra hoga Meri dua thi ki main Tujh sa hubahu paaun Agar jo paaun to main Apni roobaru paaun Agar jo paaun to main Apni roobaru paaun Meri duaa ka asar Tu bhi dekhta hoga Meri duaa ka asar Tu bhi dekhta hoga Jahan mein tujhsa haseen Kaun doosra hoga Tujhe banake khuda Bhi to khush hua hoga Jahan mein tujhsa Haseen kaun doosra hoga. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Jahan Mein Tujhsa Haseen Kaun lyrics in Hindi by Talat Aziz, music by Talat Aziz. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.