Kya Hua Maine Agar by Asha Bhosle, Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Iqbal Qureshi |
Lyricist: | Qamar Jalalabadi |
Label: | Saregama |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Kya Hua Maine Agar lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Yeh Dil Kisko Doon (1963). The music of Kya Hua Maine Agar Happy track is composed by Iqbal Qureshi while the lyrics are penned by Qamar Jalalabadi. Kya hua kya hua Kya hua maine agar Ishq ka izhaar kiya Aapse pyar kiya Kya hua kya hua Kya hua maine agar Ishq ka izhaar kiya Aapse pyar kiya atozlyric.com Aapne kyu mujhe ruswa Sare bazar kiya Khub yeh pyar kiya Kya hua kya hua Kya hua maine agar Ishq ka izhaar kiya Aapse pyar kiya Aapne kyu mujhe ruswa Sare bazar kiya Khub yeh pyar kiya Pyara hai ek junun Hume malum na tha Ishq mein hota hai yu Hume malum na tha Jadugar tera kusur Hume malum na tha Mar doge hume yu Hume malum na tha Hai khata Hai khata aapki phir Husn pe kyu war kiya Khub yeh pyar kiya Kya hua kya hua Kya hua maine agar Ishq ka izhaar kiya Aapse pyar kiya Aapne kyu mujhe ruswa Sare bazar kiya Khub yeh pyar kiya Ho gaye tujhpe fida Teri aankho ki kasam Yahi manzil hai meri Teri zulfon ki kasam Tune sikhi na wafa Tere wado ki kasam Hume aaye na yakin Teri baato ki kasam Humne kyu Humne kyu muft mein Dil ko gunehgar kiya Kya hua kya hua Kya hua maine agar Ishq ka izhaar kiya Aapse pyar kiya Aapne kyu mujhe ruswa Sare bazar kiya Khub yeh pyar kiya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Kya Hua Maine Agar lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, music by Iqbal Qureshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.