Aaj Chhedo Mohabbat by Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Naushad Ali |
Lyricist: | Shakeel Badayuni |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Aaj Chhedo Mohabbat lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Son Of India (1962). Aaj Chhedo Mohabbat Sad soundtrack was composed by Naushad Ali with lyrics written by Shakeel Badayuni. Aaj chhedo mohabbat ki shehnaiya Aaj chhedo mohabbat ki shehnaiya Dil ke tukde huye aur jigar lut gaya Dil ke tukde huye aur jigar lut gaya Gam kisi ko mila aur kisi ko khushi Gam kisi ko mila aur kisi ko khushi Ek ghar bas gaya ek ghar lut gaya ho Dil ke tukde huye aur jigar lut gaya Ek taraf apne dube sitaro ka gam Ek taraf apni lutati baharo ka gam Dil ke lutne ki kis se shikayat karu Dil ke lutne ki kis se shikayat karu Kuchh idhar lut gaya kuchh udhar lut gaya Dil ke tukde huye aur jigar lut gaya atozlyric.com Kisko apna kahu ab main jau kaha Koi dekhe mohabbat ki majburiya Dil lagaya to dil ki khushi mit gayi Dil lagaya to dil ki khushi mit gayi Sar jhukaya jo maine to sar lut gaya Dil ke tukde huye aur jigar lut gaya Bujh gaya dil to ab roshani kya karu Lekin ujdi huyi zindagi kya karu Dil ki kismat me likhi thi nakamiya Dil ki kismat me likhi thi nakamiya Lakh maine bachaya magar lut gaya Dil ke tukde huye aur jigar lut gaya Gam kisi ko mila aur kisi ko khushi Gam kisi ko mila aur kisi ko khushi Ek ghar bas gaya ek ghar lut gaya Dil ke tukde huye aur jigar lut gaya Jai shiv shankar Hey ram rakh lo mei laz Leke tuta huya dil kidhar jaungi Nachate nachate aaj mar jaungi Jai shiv shankar. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aaj Chhedo Mohabbat lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Naushad Ali. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.