Dilbar Kahoon Ke Dil Kahoon by Anuradha Paudwal, Udit Narayan song Lyrics and video
Artist: | Anuradha Paudwal, Udit Narayan |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Rajesh Roshan |
Lyricist: | |
Label: | |
Genre: | Love |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Dilbar Kahoon Ke Dil Kahoon lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Udit Narayan from Ye Hai Ghar Ki Mahabharat (1992). The music of Dilbar Kahoon Ke Dil Kahoon Love track is composed by Rajesh Roshan while the lyrics are penned by . Dilbar kahoon ke dil kahoon Yaa dil ruba tuhe Dar hain khuda ka varna Main toh kehta kya Dilbar kahoon ke dil kahoon Yaa dilruna tujhe Dilbar kahoon ke dil kahoon Yaa dilruna tujhe Dar hain khuda ka varna Main toh kehta khuda tujhe Dar hain khuda ka varna Main toh kehta khuda tujhe Main jaan kahun ke zindagi Yaa jaane jahaan tujhe Main jaan kahun ke zindagi Yaa jaane jahaan tujhe Meri wafaane maan liye Apna khuda tujhe Meri wafaane maan liye Apna khuda tujhe Kyun dhoom shaayaron mein Na ho tere naam ki Kyun dhoom shaayaron mein Na ho tere naam ki Ghalib ki ghazal tu hai Rubaai khayaam ki Kya khub shayrana Mili hain adaa tujhe Kya khub shayrana Mili hain adaa tujhe Meri wafaane maan liya Apna khuda tujhe Meri wafaane maan liya Apna khuda tujhe Teri nazar haseen thi Jo main haseen lagi Teri nazar haseen thi Jo main haseen lagi Chahat ka aasmaan tujhe Yeh zameen lagi Maine dikha diya hain Tera aaina tujhe Maine dikha diya hain Tera aaina tujhe Dar hain khuda ka varna Main toh kehta khuda tujhe Dar hain khuda ka varna Main toh kehta khuda tujhe Sab kuch main bhool baitha Laga ke gale tujhe Sab kuch main bhool baitha Laga ke gale tujhe Duniya ki har khushi Di tere dard ne mujhe Ab mujhse kar sakengi Na duniya tujhe Ab mujhse kar sakengi Na duniya tujhe Dar hain khuda ka varna Main toh kehta khuda tujhe Dar hain khuda ka varna Main toh kehta khuda tujhe atozlyric.com Dilbar kahoon ke dil kahoon Yaa dilruna tujhe Main jaan kahun ke zindagi Yaa jaane jahaan tujhe Dar hain khuda ka varna Main toh kehta khuda tujhe Meri wafaane maan liya Apna khuda tujhe Main toh kehta khuda tujhe Maana apna khuda tujhe Main toh kehta khuda tujhe Maana apna khuda tujhe. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Dilbar Kahoon Ke Dil Kahoon lyrics in Hindi by Anuradha Paudwal, Udit Narayan, music by Rajesh Roshan. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.