Chali Dulhan Baaraatiyon by Ira Nagrath, Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Ira Nagrath, Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anil Krishna Biswas |
Lyricist: | Gopal Singh Nepali |
Label: | Saregama |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Chali Dulhan Baaraatiyon lyrics, the song is sung by Ira Nagrath, Lata Mangeshkar from Gajre (1948). Chali Dulhan Baaraatiyon Happy soundtrack was composed by Anil Krishna Biswas with lyrics written by Gopal Singh Nepali. Chali dulhan baaraatiyon ke Peechhe peechhe Re chali dulhan baaraatiyon ke Peechhe peechhe Aankhen bichhaye ke Sasuraal bulaaye re Aankhen bichhaye ke Sasuraal bulaaye re Palken jhukaaye ke Gori chali jaaye re Palken jhukaaye ke Gori chali jaaye re Lekin naihar ka Lekin naihar ka pyaar us’se Peechhe chhoote Re chali dulhan baaraatiyon ke Peechhe peechhe Re chali dulhan baaraatiyon ke Peechhe peechhe Raste mein pyaas lage Paani na maange Raste mein pyaas lage Paani na maange Dulha to chala jaaye aage hi aage Dulha to chala jaaye aage Hi aage ghoonghat Gori ghoonghat aayi neeche neeche Re chali dulhan baaraatiyon ke Peechhe peechhe Re chali dulhan baaraatiyon ke Peechhe peechhe atozlyric.com Saajan mile to gayin sakhiyaan Aan aan aan Saajan mile to gayin sakhiyaan Doli chali to bhar aayin ankhiyaan Aan aan aan Doli chali to bhar aayin ankhiyaan Phir bhi ban thhan ke soche Piya kaise reejhe Phir bhi ban thhan ke Phir bhi ban thhan ke soche Piya kaise reejhe Re chali dulhan baaraatiyon ke Peechhe peechhe Re chali dulhan baaraatiyon ke Peechhe peechhe Bachpan beeta hai jahaan Use kaise bhoolna Kaise bhoolna Reh reh ke yaad aaye Baaghon mein jhoolna Aaa aaa aaa Reh reh ke yaad aaye Baaghon mein jhoolna Le ke doli kahaar Chale oonche oonche Le ke doli Le ke doli kahaar Chale oonche oonche Re chali dulhan baaraatiyon ke Peechhe peechhe Re chali dulhan baaraatiyon ke Peechhe peechhe. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Chali Dulhan Baaraatiyon lyrics in Hindi by Ira Nagrath, Lata Mangeshkar, music by Anil Krishna Biswas. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.