Dekho Dekho Tum by Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy song Lyrics and video
Artist: | Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Omkar Prasad Nayyar |
Lyricist: | Qamar Jalalabadi |
Label: | Venus Records |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Dekho Dekho Tum lyrics, the song is sung by Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy from Nishchaiy (1992). Dekho Dekho Tum Romantic soundtrack was composed by Omkar Prasad Nayyar with lyrics written by Qamar Jalalabadi. Dekho dekho Tum ho gaya main gham Kitni hasin raat hain Tere qurbaan tu hain meri jaan Tere qurbaan tu hain meri jaan Are teri kya baat hain Dekho dekho Tum ho gaya main gham Kitni hasin raat hain Tere qurbaan tu hain meri jaan Tere qurbaan tu hain meri jaan Are teri kya baat hain Teri ankh mein jo sharaab hain Muje thodi thodi karke peela Meri rooh mein jo pyar hain Ise haule haule aake jaga Mere hath mein zara hath de Are dheere dheere mujhko bata Maine choo liya tere hath ko Mujhe kuch kuch hone laga kya Tere qurban tu hain meri jaan Tere qurban tu hain meri jaan Are teri kya baat hai Dekho dekho tum Ho gayi main gham Kitni hasin raat hain Tere qurbaan tu hain meri jaan Tere qurbaan tu hain meri jaan Are teri kya baat hain Dekho dekho tum Ho gayi main gham Tere pyar mein jo ada si hain Mujhe chori chori lut gayi Main machal gaya tujhe dekhte Koi nayi nayi baat huyi Pehle kabhi na tu paas thi Abhi pehle pehle paas huyi Yaha mit gaye sabhi fasle Koi soyi soyi aag jagi Tere qurbaan tu hain meri jaan Tere qurbaan tu hain meri jaan Are teri kya baat hain Dekho dekho tum Ho gaya main gham Kitni hasin raat hain Tere qurbaan tu hain meri jaan Tere qurbaan tu hain meri jaan Are teri kya baat hai atozlyric.com Dekho dekho tum Ho gaya main gham Kitni hasin raat hain Tere qurbaan tu hain meri jaan Tere qurbaan tu hain meri jaan Are teri kya baat hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Dekho Dekho Tum lyrics in Hindi by Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy, music by Omkar Prasad Nayyar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.