Hamein Un Raahon Par by Subir Sen song Lyrics and video
Artist: | Subir Sen |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Robin Banerjee |
Lyricist: | Raja Mehdi Ali Khan |
Label: | Saregama |
Genre: | Motivational |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Hamein Un Raahon Par lyrics, the song is sung by Subir Sen from Masoom (1960). Hamein Un Raahon Par Motivational soundtrack was composed by Robin Banerjee with lyrics written by Raja Mehdi Ali Khan. Un raahon par chalna hai Hamein un raahon par chalna hai Jaha girna aur sambhalna hai Hamein un raahon par chalna hai Jaha girna aur sambhalna hai Hum hai diye auro ke liye In tufano mein jalna hai Hamein un raahon par chalna hai Jaha girna aur sambhalna hai atozlyric.com Jab tak na lagan ho sine me Bekar hai aise jine me Jab tak na lagan ho sine me Bekar hai aise jine me Jalna hai hume chanda ki tarha Suraj ki tarha yuhi dhalna hai Hamein un raahon par chalna hai Jaha girna aur sambhalna hai Hum hai diye auro ke liye In tufano mein jalna hai Hamein un raahon par chalna hai Jaha girna aur sambhalna hai Main pas rahu ya dur rahu Ye baat abhi tumse kah du Main pas rahu ya dur rahu Ye baat abhi tumse kah du Murjhana nahi phulo ki tarha Deepak ki tarha hume jalna hai Hamein un raahon par chalna hai Jaha girna aur sambhalna hai Hum hai diye auro ke liye In tufano mein jalna hai Hamein un raahon par chalna hai Jaha girna aur sambhalna hai Aakash se aati hai ye sada Hum aaye kadar tu ji na jala Aakash se aati hai ye sada Hum aaye kadar tu ji na jala Kabhi gam hai yaha kabhi hai khushiya Har hal mein humko palna hai Hamein un raahon par chalna hai Jaha girna aur sambhalna hai Hum hai diye auro ke liye In tufano mein jalna hai Hamein un raahon par chalna hai Jaha girna aur sambhalna hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Hamein Un Raahon Par lyrics in Hindi by Subir Sen, music by Robin Banerjee. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.