Badi Mushkil Se Hum Samjhe by Asha Bhosle, Shamshad Begum song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Shamshad Begum |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Shakat Ali Dehlavi (Nashad) |
Lyricist: | Nakhshab Jarchavi |
Label: | Saregama |
Genre: | Mujra |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Badi Mushkil Se Hum Samjhe lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Shamshad Begum from Zindagi Ya Toofan (1958). Badi Mushkil Se Hum Samjhe Mujra soundtrack was composed by Shakat Ali Dehlavi (Nashad) with lyrics written by Nakhshab Jarchavi. Badi mushkil se hum samjhe Hamse wo kya samjte hai Jo ache hai wo har insan ko Acha samjhte hai Ye hai kismat mujhe wo Apna deewana samjhte hai Ye hai kismat mujhe wo Apna deewana samjhte hai Inayat hai nawazis hai Agar aisa samjhte hai Inayat hai nawazis hai Agar aisa samjhte hai Ye hai kismat mujhe wo Apna deewana samjhte hai Jo kahna tha najar milte hi Dil se kah chuki najre Bahut chaha bahut roka Na roke se ruki najre Yaka yak kisliye wo muskuraye Kyu jhuki najre Yaka yak kisliye wo muskuraye Kyu jhuki najre Bhari mahfil hai lekin ye Hami tanha samjhte hai Bhari mahfil hai lekin ye Hami tanha samjhte hai Inayat hai nawazis hai Agar aisa samjhte hai Tamanna are tamanna jo na Ho puri are tauba Tumhare dil se kurbat Aankh se duri are tauba Mohabbat bandi ye majburi Are tauba Mohabbat ki ye had bandi Ye majburi are tauba Ke ye bhi kah nahi sakte Tumhe hum kya samjhte hai Ke ye bhi kah nahi sakte Tumhe hum kya samjhte hai Inayat hai nawazis hai Agar aisa samjhte hai atozlyric.com Nasibo ki kharabi hai Ke tumse pad gaya pala Mila hoga tumhe kaha ko Aisa chahne wala Udhar tumne samjh kar Hamko begana mita dala Udhar tumne samjh kar Hamko begana mita dala Idhar hum hai ke hum Fir bhi tumhe apna samjhte hai Idhar hum hai ke hum Fir bhi tumhe apna samjhte hai Ye hai kismat mujhe wo Apna deewana samjhte hai Inayat hai nawazis hai Agar aisa samjhte hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Badi Mushkil Se Hum Samjhe lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Shamshad Begum, music by Shakat Ali Dehlavi (Nashad). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.