Intezari by Armaan Malik song Lyrics and video
Artist: | Armaan Malik |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anurag Saikia |
Lyricist: | Shakeel Azmi |
Label: | Zee Music Company |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Intezari lyrics, the song is sung by Armaan Malik from Article 15 (2019). The music of Intezari Happy track is composed by Anurag Saikia while the lyrics are penned by Shakeel Azmi. Aa na.. aa bhi jaa na intezari hai teri Le ja.. jo rishton ki rezgaari hai teri Woh jo hum roye saath thhe Bheege din aur raat thhe Khaare khaare paani ki kahani woh leja na Aa na.. aa bhi jaa na intezari hai teri Le ja.. jo rishton ki rezgaari hai teri atozlyric.com Daant kaate, sang baante Khatte meethe ka maza hai Zabaan pe ab bhi taaza saathiya Chand dekha tha jo humne Chaar aankhon se kabhi Kaise dekhun usko tanha saathiya Daant kaate, sang baante Khatte meethe ka maza hai Zabaan pe ab bhi taaza saathiya Chand dekha tha jo humne Chaar aankhon se kabhi Kaise dekhun usko tanha saathiya Ho.. kabhi yunhi takna tujhe, yunhi dekhna Kabhi baithe baithe yunhi tujhe sochna Wo pal qaraar ke, woh jo the lamhe pyaar ke Unhe mere khwabon se khayalon se le jaa na Aa na.. aa bhi jaa na intezari hai teri Le ja.. jo rishton ki rezgaari hai teri Kabhi roothna woh tera kisi baat par Kabhi hanske taali dena mere haath pe Thode shikve kuch gile Woh jo thhe apne silsile Toote huve waade woh iraade woh le jaa na Aa na.. aa bhi jaa na intezari hai teri Le ja.. jo rishton ki rezgaari hai teri Daant kaate, sang baante Khatte meethe ka mazaa hai Zubaan pe ab bhi taaza saathiya Chaand dekha tha jo humne Chaar aankhon se kabhi Kaise dekhun usko tanha saathiya Daant kaate, sang baante Khatte meethe ka mazaa hai Zubaan pe ab bhi taaza saathiya Chaand dekha tha jo humne Chaar aankhon se kabhi Kaise dekhun usko tanha saathiya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Intezari lyrics in Hindi by Armaan Malik, music by Anurag Saikia. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.