Ban Banke Bigadti Hein by Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ghulam Mohammad |
Lyricist: | Raja Mehdi Ali Khan |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Ban Banke Bigadti Hein lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Guzara (1954). Ban Banke Bigadti Hein Sad soundtrack was composed by Ghulam Mohammad with lyrics written by Raja Mehdi Ali Khan. Pal bhar mein gayi tut wo Tadbir ke dhage Tadbir ke pal chalte hai Takdir ke aage Ro de jo koi dekhe Tasvir garibo ki Ban ban ke bigadti hai Takdir garibo ki Takdir garibo ki Dukh dard ki aandhi mein Jalta hai diya apna Jalta hai diya apna Jhuthi hai har ek aasha Jhutha hai har ek sapna Jhutha hai har ek sapna Yu thokre khati hai Takdir garibo ki Ban ban ke bigadti hai Takdir garibo ki Takdir garibo ki atozlyric.com Insan bhi insa ka Humdard nahi hota Humdard nahi hota Dil rakhte hai sine mein Par dard nahi hota Par dard nahi hota Aye duniya bata kya hai Takdir garibo ki Ban ban ke bigadti hai Takdir garibo ki Takdir garibo ki. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ban Banke Bigadti Hein lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Ghulam Mohammad. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.