Man Ke Mandir Mein Jalti Rahe by Anup Ghoshal song Lyrics and video

Artist:Anup Ghoshal
Album: Single
Music:Bappi Lahiri
Lyricist:Vijay Anand
Label:HMV
Genre:Playful
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Man Ke Mandir Mein Jalti Rahe lyrics, the song is sung by Anup Ghoshal from Main Tere Liye (1988). The music of Man Ke Mandir Mein Jalti Rahe Playful track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Vijay Anand.
Haath bhi jab nahin hil saken aen
Saaz bhi jab nahin paas ho
Maut bhi ho saamne khadi ee
Mushkil mein aur har saans ho
Man ke mandir mein jalti rahe
Geet sangeet ki aarti
Man ke mandir mein jalti rahe
Geet sangeet ki aarti
Mujhko vardaan de
Mujhko vardaan de ae
Maata saraswati ee ee
Maata saraswati
Man ke mandir mein jalti rahe
Geet sangeet ki aarti
Aa aa aa aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa aa aa aa
Geet gaane se hi to yahaan
Mit’taa hain dard praan ka
Mit’taa hain dard praan ka
Jisko kehte sangeet ham
Roop ka hain ye bhagwaan ka
Roop ka hain ye bhagwaan ka
Mujhko vardaan de
Mujhko vardaan de ae
Maata saraswati
Man ke mandir mein jalti rahe
Geet sangeet ki aarti
Aa aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aaa aa aa
atozlyric.com
Haath bhi nahin jab hil sake
Saaz bhi jab nahin paas ho
Saaz bhi jab nahin paas ho
Maut bhi ho saamne khadi
Mushkil mein aur har saans ho
Mushkil mein aur har saans ho
Mujhko vardaan de
Mujhko vardaan de ae
Maata saraswati ee
Man ke mandir mein jalti rahe
Geet sangeet ki aarti
Man ke mandir mein jalti rahe
Geet sangeet ki aarti
Geet sangeet ki aarti.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Man Ke Mandir Mein Jalti Rahe lyrics in Hindi by Anup Ghoshal, music by Bappi Lahiri. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.