Mata Kaun Pita Koun by Kavita Krishnamurthy, S. P. Balasubrahmanyam song Lyrics and video
Artist: | Kavita Krishnamurthy, S. P. Balasubrahmanyam |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | Saregama |
Genre: | Kids |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Mata Kaun Pita Koun lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy, S. P. Balasubrahmanyam from Benaam Badsha (1991). Mata Kaun Pita Koun Kids soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi. Aa rira ru, aa rira ru, Oo mata ke ladle soja tu Aa rira ru, aa rira ru, Oo mata ke ladle soja tu Mata koan pita koan, mata koan pita koan Tujhe kya pata, dekha nahi Suna nahi, naam kisi ka Mata koan pita koan, tujhe kya pata, Dekha nahi suna nahi, naam kisi ka Jhule me jhulaya nahi kisi ne mujhe Sine se lagaya nahi kisi ne mujhe Mata koan pita koan, tujhe kya pata, Dekha nahi suna nahi, naam kisi ka Mata koan pita koan, Aa rira ru, aa rira ru, Oo mata ke ladle soja tu Aa rira ru, aa rira ru, Oo mata ke ladle soja tu Ma ka dudh mila nahi pine ke liye Ma ka dudh mila nahi pine ke liye Maine apni aansu piye Jine ke liye, jine ke liye Jane kab aaya gaya bachpan mera Bhukha pyasa nanga khali jiwan mera Mata koan pita koan, mata koan pita koan Tujhe kya pata, dekha nahi suna nahi, Naam kisi ka Jivan mein ki hai maine kai choriya Jivan mein ki hai maine kai choriya Par mai chura na saka Ma ki loriya, ma ki loriya Jua khela, daru piya sab kuch kiya Phir bhi ye gam bhula na saka. Mata koan pita koan, mata koan pita koan Tujhe kya pata, dekha nahi suna nahi, Naam kisi ka atozlyric.com Kachare ke dhabe mein giraya gaya tha Kachare ke dhabe mein giraya gaya tha Mai kachare ke dhabe se Uthaya gaya tha, uthaya gaya tha Mere man mein pyar nahi kahar hai bhara Mere tan mein khun nahi jahar ahi bhara Mata koan pita koan, tujhe kya pata, Dekha nahi suna nahi, naam kisi ka Jhule mein jhulaya nahi kisi ne mujhe Sine se lagaya nahi kisi ne mujhe Mata koan pita koan, mata koan pita koan Mata koan pita koan, mata koan pita koan. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Mata Kaun Pita Koun lyrics in Hindi by Kavita Krishnamurthy, S. P. Balasubrahmanyam, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.