Daulat Ke Jhuthe Nashe by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Shivram Krishna |
Lyricist: | Vyas |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Daulat Ke Jhuthe Nashe lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Oonchi Haveli (1955). Daulat Ke Jhuthe Nashe Sad soundtrack was composed by Shivram Krishna with lyrics written by Bharat Vyas. Daulat ke juthe Nashe mein ho chur Garibo ki duniya Se rehte ho door Aji ek din aisa aayega Jab matti mein Sab mil jayega Matti hi audan Matti bichhavan Matti ka tan ban jayega Matti mein sab mil jayega atozlyric.com Unche aasman se Bhi uchi teri aas hai Par kabhi socha nahi Ginati ki saans hai Iska tu hisab kar Angutha ungliyo pe dhar Kitne kharch kar raha bhalai Kitni tu laga raha burai mein Bhalai ka phal reh jayega Baki matti sab mil jayega Matti hi audan Matti bichhavan Matti ka tan ban jayega Matti sab mil jayega Unchi haveli ye unche mahal Unchi haveli ye unche mahal Pal bhar jayenge pagle badal Le tu kisi ki duao ka phal Le tu kisi ki duao ka phal Badi se tu tal aur neki pe chal Jaisa boyega vaisa payega Baki matti sab mil jayega Daulat ke juthe Nashe mein ho chur Garibo ki duniya Se rehte ho door Aji ek din aisa aayega Matti sab mil jayega Matti hi audan Matti bichavan Matti ka tan ban jayega Matti sab mil jayega Daulat ke juthe Nashe mein ho chur. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Daulat Ke Jhuthe Nashe lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Shivram Krishna. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.