Do Roz Ka Jalwa Hai by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Hamida Banu song Lyrics and video
Artist: | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Hamida Banu |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Hansraj Behl |
Lyricist: | Kaif Irfani |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Do Roz Ka Jalwa Hai lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Hamida Banu from Rajput (1951). The music of Do Roz Ka Jalwa Hai Playful track is composed by Hansraj Behl while the lyrics are penned by Kaif Irfani. Aa aa aa chhupne ke liye hai Na chhipaane ke liye hai Do roz ka do roz ka jalwa hai Dikhaane ke liye hai Do roz ka jalwa hai Dikhaane ke liye hai Do roz ka jalwa hai Dikhaane ke liye hai Uthhta hua toofaan Dabaana nahin achchaa Jaage huye armaan Sulaana nahin achcha Ye kisne kaha dil ka Lagaana nahin achcha aa Ye kisne kaha dil ka Lagaana nahin achcha Aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa Ye kisne kaha dil ka Lagaana nahin achcha Kehte hain kehte hain jise dil Wo lagaane ke liye hai Kehte hain jise dil Wo lagaane ke liye hai Do roz ka jalwa hai Dikhaane ke liye hai atozlyric.com Do din ka ye mela hai Bahaaron ka mazaa loot Do din ka ye mela hai Bahaaron ka mazaa loot Phoolon ka maza loot Sitaaron ka mazaa loot Mehfil mein haseeno ke Ishaaron ka mazaa loot Mehfil mein haseeno ke Ishaaron ka mazaa loot Aa aa aa aa aa aa aa Aa aa aa aa aa aa aa Mehfil mein haseeno ke Ishaaron ka mazaa loot Har naaz har naaz haseeno ka Uthhaane ke liye hai Har naaz haseeno ka Uthhaane ke liye hai Do roz ka jalwa hai Dikhaane ke liye hai Haan chhed zara Jhoom ke ulfat ka taraana Kehta jaa zamaane se Mohabbat ka fasaana Hai ishq ki thhokar mein Zamaane ka zamaana kehte hain Kehte hain jise aankh Ladaane ke liye hai Kehte hain jise aankh Ladaane ke liye hai Do roz ka jalwa hai Dikhaane ke liye hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Do Roz Ka Jalwa Hai lyrics in Hindi by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Hamida Banu, music by Hansraj Behl. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.