Watan Lut Raha Hai by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) song Lyrics and video
Artist: | Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Prem Dhawan |
Lyricist: | Prem Dhawan |
Label: | Saregama |
Genre: | Patriotic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Watan Lut Raha Hai lyrics, the song is sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Mera Desh Mera Dharam (1973). Watan Lut Raha Hai Patriotic soundtrack was composed by Prem Dhawan with lyrics written by Prem Dhawan. Vatan lut raha hai chaman jal raha hai Utho nojawano watan ne pukara Wo ek sar jo mange to lakho kata do Watan hi to hai har wo imaa hamara Bula raha tujhe watan lut raha tera chaman Sar pe bandh ke kafan chal re chal re chal Bula raha tujhe watan lut raha tera chaman Sar pe bandh ke kafan chal re chal re chal Chal re chal re chal Jurm sahna pap hai jurm ko mitayenge Sar jhukana bujdili hai hum na sar jhukayenge Maut kya hai maut ko bhi hum gale lagayenge Badh uthe hai jo kadam Pichhe na hatayenge Pichhe na hatayenge Ye hausale buland hai irade hai atal Bula raha tujhe watan lut raha tera chaman Sar pe bandh ke kafan chal re chal re chal Chal re chal re chal atozlyric.com Hindu musalman kya dharam kya imaan kya Desh sabse hai bada desh hi mahan hai Karle sabse pyar tu sabka dard bat lo Ke sabhi me ek khun hai sabhi me ek jan hai Sabhi me ek jan hai Nafrato ko pyar me denge hum badal Chal re chal re chal Bula raha tujhe watan lut raha tera chaman Sar pe bandh ke kafan chal re chal re chal Chal re chal re chal Gum na kar jo chha rahi gumo ki kali rat hai Rat me chhupi hui rang bhari prabhat hai Rahega ab nishan bhi na is jami pe gair ka Ye rat hamko julm ka char din ki bat hai Char din ki bat hai Wo dekh kali rat se subah rahi nikal Chal re chal re chal Bula raha tujhe watan lut raha tera chaman Sar pe bandh ke kafan chal re chal re chal Chal re chal re chal. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Watan Lut Raha Hai lyrics in Hindi by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), music by Prem Dhawan. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.